Aise Chup Rah Ke Faeda Kya Hai, Urdu Ghazal By Majid Ali Kavish

Aise Chup Rah Ke Faeda Kya Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Majid Ali Kavish. Aise Chup Rah Ke Faeda Kya Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aise Chup Rah Ke Faeda Kya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایسے چپ رہ کے فائدہ کیا ہے

ماجد علی کاوش

ایسے چپ رہ کے فائدہ کیا ہے

کچھ تو کہیے کہ ماجرا کیا ہے

ان سے شکوہ ہے کیا گلا کیا ہے

جو نہیں جانتے وفا کیا ہے

جب نہ ارماں نہ آرزو کوئی

دل بچا بھی تو پھر بچا کیا ہے

اب تو آنکھوں میں آ گئے آنسو

اب کسی سے ڈھکا چھپا کیا ہے

کس کی منزل ہے اس خرابے میں

دل ناداں تو ڈھونڈھتا کیا ہے

آئنہ دیکھ لو بتا دے گا

سچ ہے کتنا مغالطہ کیا ہے

ایک چہرہ ہے آنکھ میں ہر دم

دل سے پوچھیں معاملہ کیا ہے

یہ بھی غالبؔ کا فیض ہے کاوشؔ

میں نے جو کچھ کہا کہا کیا ہے

ماجد علی کاوش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aise Chup Rah Ke Faeda Kya Hai

Majid Ali Kavish

aise chup rah ke faeda kya hai
kuchh to kahiye ki majra kya hai

un se shikwa hai kya gila kya hai
jo nahin jaante wafa kya hai

jab na arman na aarzu koi
dil bacha bhi to phir bacha kya hai

ab to aankhon mein aa gae aansu
ab kisi se Dhaka-chhupa kya hai

kis ki manzil hai is KHarabe mein
dil-e-nadan tu DhunDhta kya hai

aaina dekh lo bata dega
sach hai kitna mughaalta kya hai

ek chehra hai aankh mein har-dam
dil se puchhen moamla kya hai

ye bhi 'ghaalib' ka faiz hai 'kawish'
main ne jo kuchh kaha kaha kya hai

(785) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aise Chup Rah Ke Faeda Kya Hai written by Majid Ali Kavish at UrduPoint. Aise Chup Rah Ke Faeda Kya Hai is one of the masterpieces written by Majid Ali Kavish. You can also find the complete poetry collection of Majid Ali Kavish by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Majid Ali Kavish' above.

Aise Chup Rah Ke Faeda Kya Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aise Chup Rah Ke Faeda Kya Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.