KHushbuon Ka Har Taraf Ambar Hai, Urdu Ghazal By Malika Naseem

KHushbuon Ka Har Taraf Ambar Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Malika Naseem. KHushbuon Ka Har Taraf Ambar Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHushbuon Ka Har Taraf Ambar Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خوشبوؤں کا ہر طرف انبار ہے

ملکہ نسیم

خوشبوؤں کا ہر طرف انبار ہے

کوئی تو ہے جو پس دیوار ہے

چھاؤں میں کیسے ٹھہرتی ایک پل

دھوپ بھی تو صاحب کردار ہے

ہے سفر خوشیوں کا لیکن زندگی

سر پہ اک لٹکی ہوئی تلوار ہے

کون کس کی اب مسیحائی کرے

ذہن ہی اس عہد کا بیمار ہے

قد بڑھا دیں جس کا جھوٹی شہرتیں

آج وہ سب سے بڑا فن کار ہے

غم ملے ہیں جب سے ہم کو آپ کے

ہم ہیں اور خوشیوں کا کاروبار ہے

ملکہ نسیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHushbuon Ka Har Taraf Ambar Hai

Malika Naseem

KHushbuon ka har taraf ambar hai
koi to hai jo pas-e-diwar hai

chhanw mein kaise Thaharti ek pal
dhup bhi to sahab-e-kirdar hai

hai safar KHushiyon ka lekin zindagi
sar pe ek laTki hui talwar hai

kaun kis ki ab masihai kare
zehn hi is ahd ka bimar hai

qad baDha den jis ka jhuTi shohraten
aaj wo sab se baDa fankar hai

gham mile hain jab se hum ko aap ke
hum hain aur KHushiyon ka karobar hai

(497) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHushbuon Ka Har Taraf Ambar Hai written by Malika Naseem at UrduPoint. KHushbuon Ka Har Taraf Ambar Hai is one of the masterpieces written by Malika Naseem. You can also find the complete poetry collection of Malika Naseem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Malika Naseem' above.

KHushbuon Ka Har Taraf Ambar Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHushbuon Ka Har Taraf Ambar Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.