Chand Lafzon Ke Jal Mein Rakkha, Urdu Ghazal By Manmohan Aalam

Chand Lafzon Ke Jal Mein Rakkha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Manmohan Aalam. Chand Lafzon Ke Jal Mein Rakkha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Chand Lafzon Ke Jal Mein Rakkha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چند لفظوں کے جال میں رکھا

منموہن عالم

چند لفظوں کے جال میں رکھا

دل کو رنج و ملال میں رکھا

غم کا سایا بھی اس نے اک لا کر

نظم روز وصال میں رکھا

جو بھی ہم نے جواب میں چاہا

اس کو اپنے سوال میں رکھا

زندگی کو بھی ہم نے دعوت دی

موت کو بھی خیال میں رکھا

جو انا تھی وہ طاق پر رکھی

خود کو اس کے جلال میں رکھا

جو بھی جذبہ اچھالنا چاہا

وہ غزل کے جمال میں رکھا

منموہن عالم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chand Lafzon Ke Jal Mein Rakkha

Manmohan Aalam

chand lafzon ke jal mein rakkha
dil ko ranj-o-malal mein rakha

gham ka saya bhi us ne ek la kar
nazm-e-roz-e-visal mein rakha

jo bhi hum ne jawab mein chaha
us ko apne sawal mein rakkha

zindagi ko bhi hum ne dawat di
maut ko bhi KHayal mein rakkha

jo ana thi wo taq par rakkhi
KHud ko us ke jalal mein rakkha

jo bhi jazba uchhaalna chaha
wo ghazal ke jamal mein rakkha

(526) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Chand Lafzon Ke Jal Mein Rakkha written by Manmohan Aalam at UrduPoint. Chand Lafzon Ke Jal Mein Rakkha is one of the masterpieces written by Manmohan Aalam. You can also find the complete poetry collection of Manmohan Aalam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Manmohan Aalam' above.

Chand Lafzon Ke Jal Mein Rakkha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chand Lafzon Ke Jal Mein Rakkha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.