Dur Rah Kar Qarin Jaisi Hai, Urdu Ghazal By Mannan Qdeer Mannan

Dur Rah Kar Qarin Jaisi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mannan Qdeer Mannan. Dur Rah Kar Qarin Jaisi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dur Rah Kar Qarin Jaisi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دور رہ کر قرین جیسی ہے

منان قدیر منان

دور رہ کر قرین جیسی ہے

بے یقینی یقین جیسی ہے

میرا کوئی مکاں نہیں لیکن

میری حالت مکین جیسی ہے

نقل ہوتی ہے اصل کا حصہ

بہتری بہترین جیسی ہے

ہجر سے وصل کی محبت بھی

سانپ اور آستین جیسی ہے

یہ کڑھائی ہے اس کے ہاتھ کی اور

دیکھنے میں مشین جیسی ہے

جس جگہ چاہیں آپ رک جائیں

دل کی وسعت زمین جیسی ہے

فرق ظاہر ہو کس طرح ان کا

ہر امانت امین جیسی ہے

آسماں سے پرے بھی دیکھو گے

آنکھ گر دوربین جیسی ہے

اس کا اتنا ہی احترام کرو

عارفی عارفین جیسی ہے

منان قدیر منان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dur Rah Kar Qarin Jaisi Hai

Mannan Qdeer Mannan

dur rah kar qarin jaisi hai
be-yaqini yaqin jaisi hai

mera koi makan nahin lekin
meri haalat makin jaisi hai

naql hoti hai asl ka hissa
behtari behtarin jaisi hai

hijr se wasl ki mohabbat bhi
sanp aur aastin jaisi hai

ye kaDhai hai us ke hath ki or
dekhne mein machine jaisi hai

jis jagah chahen aap ruk jaen
dil ki wusat zamin jaisi hai

farq zahir ho kis tarah un ka
har amanat amin jaisi hai

aasman se pare bhi dekhoge
aankh gar durbin jaisi hai

us ka itna hi ehtiram karo
aarfi aarfin jaisi hai

(581) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dur Rah Kar Qarin Jaisi Hai written by Mannan Qdeer Mannan at UrduPoint. Dur Rah Kar Qarin Jaisi Hai is one of the masterpieces written by Mannan Qdeer Mannan. You can also find the complete poetry collection of Mannan Qdeer Mannan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mannan Qdeer Mannan' above.

Dur Rah Kar Qarin Jaisi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dur Rah Kar Qarin Jaisi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.