SaKHt-jaan Aur Be-his Hua Hun, Urdu Ghazal By Mansoor Ejaz

SaKHt-jaan Aur Be-his Hua Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mansoor Ejaz. SaKHt-jaan Aur Be-his Hua Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read SaKHt-jaan Aur Be-his Hua Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سخت جاں اور بے حس ہوا ہوں

منصور اعجاز

سخت جاں اور بے حس ہوا ہوں

غم کے احساس سے بچ گیا ہوں

دوستوں سے بھی حیرت زدہ ہوں

اجنبی دشمنوں میں رہا ہوں

کوئی حد بھی تو ہو سوچنے کی

سوچتا ہوں تو بس سوچتا ہوں

میرے قدموں سے سر کو اٹھا لے

میں ترے ظلم کی انتہا ہوں

تو غزل ہے سراپا غزل میں

آخری شعر کا قافیہ ہوں

منصور اعجاز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

SaKHt-jaan Aur Be-his Hua Hun

Mansoor Ejaz

saKHt-jaan aur be-his hua hun
gham ke ehsas se bach gaya hun

doston se bhi hairat-zada hun
ajnabi dushmanon mein raha hun

koi had bhi to ho sochne ki
sochta hun to bas sochta hun

mere qadmon se sar ko uTha le
main tere zulm ki intiha hun

tu ghazal hai sarapa ghazal main
aaKHiri sher ka qafiya hun

(332) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read SaKHt-jaan Aur Be-his Hua Hun written by Mansoor Ejaz at UrduPoint. SaKHt-jaan Aur Be-his Hua Hun is one of the masterpieces written by Mansoor Ejaz. You can also find the complete poetry collection of Mansoor Ejaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mansoor Ejaz' above.

SaKHt-jaan Aur Be-his Hua Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like SaKHt-jaan Aur Be-his Hua Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.