Main Bhi KHamosh Ujalon Ki Ziya Hun Jaise, Urdu Ghazal By Mansoor Ejaz

Main Bhi KHamosh Ujalon Ki Ziya Hun Jaise is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mansoor Ejaz. Main Bhi KHamosh Ujalon Ki Ziya Hun Jaise comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Bhi KHamosh Ujalon Ki Ziya Hun Jaise on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں بھی خاموش اجالوں کی ضیا ہوں جیسے

منصور اعجاز

میں بھی خاموش اجالوں کی ضیا ہوں جیسے

اپنی دھرتی پہ خدا تیرا پتا ہوں جیسے

اس کی آنکھوں میں قیامت کی حیا روشن ہے

نیم خوابیدہ اسے سوچ رہا ہوں جیسے

میرا مسکن نہ ٹھکانہ نہ کوئی راہ گزر

میں کوئی سر پھری آوارہ ہوا ہوں جیسے

میرا در چھوڑ کے جاتی ہی نہیں ہے کم بخت

تیری رسوائی کو اک میں ہی ملا ہوں جیسے

زندگی تو بھی تو مجھ سے کبھی کھل کر نہ ملی

اجنبی تیرے لئے میں بھی رہا ہوں جیسے

خود سے مل کر مجھے شدت سے لگا ہے منصورؔ

اب تلک مردہ ضمیروں میں رہا ہوں جیسے

منصور اعجاز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Bhi KHamosh Ujalon Ki Ziya Hun Jaise

Mansoor Ejaz

main bhi KHamosh ujalon ki ziya hun jaise
apni dharti pe KHuda tera pata hun jaise

us ki aankhon mein qayamat ki haya raushan hai
nim KHwabida use soch raha hun jaise

mera maskan na Thikana na koi rahguzar
main koi sar-phiri aawara hawa hun jaise

mera dar chhoD ke jati hi nahin hai kam-baKHt
teri ruswai ko ek main hi mila hun jaise

zindagi tu bhi to mujh se kabhi khul kar na mili
ajnabi tere liye main bhi raha hun jaise

KHud se mil kar mujhe shiddat se laga hai 'mansur'
ab talak murde zamiron mein raha hun jaise

(374) ووٹ وصول ہوئے

You can read Main Bhi KHamosh Ujalon Ki Ziya Hun Jaise written by Mansoor Ejaz at UrduPoint. Main Bhi KHamosh Ujalon Ki Ziya Hun Jaise is one of the masterpieces written by Mansoor Ejaz. You can also find the complete poetry collection of Mansoor Ejaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mansoor Ejaz' above.

Main Bhi KHamosh Ujalon Ki Ziya Hun Jaise is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Bhi KHamosh Ujalon Ki Ziya Hun Jaise, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.