Dard-e-dil ZaKHm-e-jigar Ka Raazdan Koi Nahin, Urdu Ghazal By Mansoor Khushtar

Dard-e-dil ZaKHm-e-jigar Ka Raazdan Koi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mansoor Khushtar. Dard-e-dil ZaKHm-e-jigar Ka Raazdan Koi Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dard-e-dil ZaKHm-e-jigar Ka Raazdan Koi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درد دل زخم جگر کا راز داں کوئی نہیں

منصور خوشتر

درد دل زخم جگر کا راز داں کوئی نہیں

واقف اسرار غم آزار جاں کوئی نہیں

پاس جس کے کچھ نہیں مال و متاع بے بہا

اس کو کیا غم کہ محافظ پاسباں کوئی نہیں

کیا سلوک ہم سایے کا بتلائے اک خانہ بدوش

بے در و دیوار سا جس کا مکاں کوئی نہیں

داد کے لائق امیر شہر ہی کی ذات ہے

کیونکہ اب فٹ پاتھ پر بھی بے اماں کوئی نہیں

خانۂ دل تک مرے کوئی گیا تو ہے ضرور

نقش پا کا چھوڑا ہے لیکن نشاں کوئی نہیں

روز کچھ ایسے گزرتے اس جہاں سے ہیں ضرور

ہائے جس کا رونے والا نوحہ خواں کوئی نہیں

آبرو اللہ نے خوشترؔ جبیں کی رکھی ہے

جس کا اس در کے سوا ہے آستاں کوئی نہیں

منصور خوشتر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dard-e-dil ZaKHm-e-jigar Ka Raazdan Koi Nahin

Mansoor Khushtar

dard-e-dil zaKHm-e-jigar ka raazdan koi nahin
waqif-e-asrar-e-gham aazar-e-jaan koi nahin

pas jis ke kuchh nahin mal-o-mata-e-be-baha
us ko kya gham ki muhafiz pasban koi nahin

kya suluk ham-sae ka batlae ek KHana-ba-dosh
be-dar-o-diwar sa jis ka makan koi nahin

dad ke laeq amir-e-shahr hi ki zat hai
kyunki ab footpath par bhi be-aman koi nahin

KHana-e-dil tak mere koi gaya to hai zarur
naqsh pa ka chhoDa hai lekin nishan koi nahin

rose kuchh aise guzarte is jahan se hain zarur
hae jis ka rone wala nauha-KHwan koi nahin

aabru allah ne 'KHushtar' jabin ki rakkhi hai
jis ka is dar ke siwa hai aastan koi nahin

(546) ووٹ وصول ہوئے

You can read Dard-e-dil ZaKHm-e-jigar Ka Raazdan Koi Nahin written by Mansoor Khushtar at UrduPoint. Dard-e-dil ZaKHm-e-jigar Ka Raazdan Koi Nahin is one of the masterpieces written by Mansoor Khushtar. You can also find the complete poetry collection of Mansoor Khushtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mansoor Khushtar' above.

Dard-e-dil ZaKHm-e-jigar Ka Raazdan Koi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dard-e-dil ZaKHm-e-jigar Ka Raazdan Koi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.