Shab Ka SannaTa Daraata Hai Mujhe, Urdu Ghazal By Mansoor Umar

Shab Ka SannaTa Daraata Hai Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mansoor Umar. Shab Ka SannaTa Daraata Hai Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shab Ka SannaTa Daraata Hai Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شب کا سناٹا ڈراتا ہے مجھے

منصور عمر

شب کا سناٹا ڈراتا ہے مجھے

خواب میں آ کر جگاتا ہے مجھے

وہ مجھے شاید نہیں پہچانتا

میرا ہی قصہ سناتا ہے مجھے

چلچلاتی دھوپ میں جلتا رہا

دن ڈھلے سایہ بلاتا ہے مجھے

بھول جاؤں کس طرح میں دوستو

بیتا موسم یاد آتا ہے مجھے

جو ازل سے تھا مرے قدموں تلے

اب وہ ذرہ آزماتا ہے مجھے

نام سے محفل سجاتا تھا جو کل

بزم سے اپنی اٹھاتا ہے مجھے

آپ کیا جانیں بھلا منصورؔ جی

کون سا غم کھائے جاتا ہے مجھے

منصور عمر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shab Ka SannaTa Daraata Hai Mujhe

Mansoor Umar

shab ka sannaTa Daraata hai mujhe
KHwab mein aa kar jagata hai mujhe

wo mujhe shayad nahin pahchanta
mera hi qissa sunata hai mujhe

chilchilati dhup mein jalta raha
din Dhale saya bulata hai mujhe

bhul jaun kis tarah main dosto
bita mausam yaad aata hai mujhe

jo azal se tha mere qadmon tale
ab wo zarra aazmata hai mujhe

nam se mahfil sajata tha jo kal
bazm se apni uThata hai mujhe

aap kya jaanen bhala 'mansur' ji
kaun sa gham khae jata hai mujhe

(702) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shab Ka SannaTa Daraata Hai Mujhe written by Mansoor Umar at UrduPoint. Shab Ka SannaTa Daraata Hai Mujhe is one of the masterpieces written by Mansoor Umar. You can also find the complete poetry collection of Mansoor Umar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mansoor Umar' above.

Shab Ka SannaTa Daraata Hai Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shab Ka SannaTa Daraata Hai Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.