Dil Mein Yun Pyar Ki Ek Taza Kahani Mahke, Urdu Ghazal By Mansoor Usmani

Dil Mein Yun Pyar Ki Ek Taza Kahani Mahke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mansoor Usmani. Dil Mein Yun Pyar Ki Ek Taza Kahani Mahke comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Mein Yun Pyar Ki Ek Taza Kahani Mahke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل میں یوں پیار کی اک تازہ کہانی مہکے

منصور عثمانی

دل میں یوں پیار کی اک تازہ کہانی مہکے

جیسے آنگن مین کہیں رات کی رانی مہکے

میں نے لفظوں کو کہاں اس کی طرف موڑا ہے

ذکر آ جائے جو اس کا تو کہانی مہکے

سر سے پا تک اسے خوشبو کا خزانہ کہیے

بیٹھے دریا میں اتر جائے تو پانی مہکے

غم کی صدیوں کی امانت ہے غزل کی تہذیب

میرؔ کے بعد اسی رنگ میں فانیؔ مہکے

اس کو کہتے ہیں محبت کا کرشمہ منصورؔ

میری غزلوں میں مرا دشمن جانی مہکے

منصور عثمانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Mein Yun Pyar Ki Ek Taza Kahani Mahke

Mansoor Usmani

dil mein yun pyar ki ek taza kahani mahke
jaise aangan mein kahin raat-ki-rani mahke

main ne lafzon ko kahan us ki taraf moDa hai
zikr aa jae jo us ka to kahani mahke

sar se pa tak use KHushbu ka KHazana kahiye
baiThe dariya mein utar jae to pani mahke

gham ki sadiyon ki amanat hai ghazal ki tahzib
'mir' ke baad usi rang mein 'fani' mahke

is ko kahte hain mohabbat ka karishma 'mansur'
meri ghazlon mein mera dushman-e-jaani mahke

(755) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Mein Yun Pyar Ki Ek Taza Kahani Mahke written by Mansoor Usmani at UrduPoint. Dil Mein Yun Pyar Ki Ek Taza Kahani Mahke is one of the masterpieces written by Mansoor Usmani. You can also find the complete poetry collection of Mansoor Usmani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mansoor Usmani' above.

Dil Mein Yun Pyar Ki Ek Taza Kahani Mahke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Mein Yun Pyar Ki Ek Taza Kahani Mahke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.