Thi Kabhi Ab Magar Wo Chah Nahin, Urdu Ghazal By Manzoor Arif

Thi Kabhi Ab Magar Wo Chah Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Manzoor Arif. Thi Kabhi Ab Magar Wo Chah Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Thi Kabhi Ab Magar Wo Chah Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تھی کبھی اب مگر وہ چاہ نہیں

منظور عارف

تھی کبھی اب مگر وہ چاہ نہیں

ان سے پہلی سی رسم و راہ نہیں

اپنی فریاد بھی ہے جرم کی بات

ان کی بیداد بھی گناہ نہیں

کچھ نہ کچھ حسن بھی تو ہے مجرم

سب کا سب آنکھ کا گناہ نہیں

جانے کس مصلحت کے پیش نظر

ظلم اب ان کے بے پناہ نہیں

دیکھ عارفؔ یہ اوج عشق بھی دیکھ

اک ترانہ ہے لب پہ آہ نہیں

منظور عارف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Thi Kabhi Ab Magar Wo Chah Nahin

Manzoor Arif

thi kabhi ab magar wo chah nahin
un se pahli si rasm-o-rah nahin

apni fariyaad bhi hai jurm ki baat
un ki bedad bhi gunah nahin

kuchh na kuchh husn bhi to hai mujrim
sab ka sab aankh ka gunah nahin

jaane kis maslahat ke pesh-e-nazar
zulm ab un ke be-panah nahin

dekh 'arif' ye auj-e-ishq bhi dekh
ek tarana hai lab pe aah nahin

(524) ووٹ وصول ہوئے

You can read Thi Kabhi Ab Magar Wo Chah Nahin written by Manzoor Arif at UrduPoint. Thi Kabhi Ab Magar Wo Chah Nahin is one of the masterpieces written by Manzoor Arif. You can also find the complete poetry collection of Manzoor Arif by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Manzoor Arif' above.

Thi Kabhi Ab Magar Wo Chah Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Thi Kabhi Ab Magar Wo Chah Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.