Us Bahr Mein Dub Kyun Na Jaun, Urdu Ghazal By Manzoor Arif

Us Bahr Mein Dub Kyun Na Jaun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Manzoor Arif. Us Bahr Mein Dub Kyun Na Jaun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Us Bahr Mein Dub Kyun Na Jaun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس بحر میں ڈوب کیوں نہ جاؤں

منظور عارف

اس بحر میں ڈوب کیوں نہ جاؤں

کیوں موج نہ ایک اور اٹھاؤں

میں قطرۂ آب سے بنا موج

کیا بحر کے اور کام آؤں

گر کوئی صدف قبول کرے

میں بن کے گہر اسے دکھاؤں

شاید کوئی لہر لینے آئے

ساحل کے قریب گھر بناؤں

تو اپنے خیال میں مگن ہو

میں دور سے کوئی گیت گاؤں

اشکوں کی جھڑی لگی ہوئی ہو

بھیگا ہوا تیرے پاس آؤں

اک عمر کی داستان گریہ

دریا کے سوا کسے سناؤں

منظور عارف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Us Bahr Mein Dub Kyun Na Jaun

Manzoor Arif

us bahr mein Dub kyun na jaun
kyun mauj na ek aur uThaun

main qatra-e-ab se bana mauj
kya bahr ke aur kaam aaun

gar koi sadaf qubul kare
main ban ke guhar use dikhaun

shayad koi lahr lene aae
sahil ke qarib ghar banaun

tu apne KHayal mein magan ho
main dur se koi git gaun

ashkon ki jhaDi lagi hui ho
bhiga hua tere pas aaun

ek umr ki dastan-e-girya
dariya ke siwa kise sunaun

(519) ووٹ وصول ہوئے

You can read Us Bahr Mein Dub Kyun Na Jaun written by Manzoor Arif at UrduPoint. Us Bahr Mein Dub Kyun Na Jaun is one of the masterpieces written by Manzoor Arif. You can also find the complete poetry collection of Manzoor Arif by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Manzoor Arif' above.

Us Bahr Mein Dub Kyun Na Jaun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Us Bahr Mein Dub Kyun Na Jaun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.