Ittifaqan Jo Kahin Ab Wo Nazar Aate Hain, Urdu Ghazal By Maqbool Naqsh

Ittifaqan Jo Kahin Ab Wo Nazar Aate Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maqbool Naqsh. Ittifaqan Jo Kahin Ab Wo Nazar Aate Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ittifaqan Jo Kahin Ab Wo Nazar Aate Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اتفاقاً جو کہیں اب وہ نظر آتے ہیں

مقبول نقش

اتفاقاً جو کہیں اب وہ نظر آتے ہیں

کتنی یادوں کے حسیں نقش ابھر آتے ہیں

کیسے گزری شب آشفتہ سراں کس کو خبر

لوگ تو بام پہ ہنگام سحر آتے ہیں

سوچ لیں آپ مرا ساتھ کہاں تک دیں گے

مرحلے سیکڑوں دوران سفر آتے ہیں

یوں غلط تو نہیں چہروں کا تأثر بھی مگر

لوگ ویسے بھی نہیں جیسے نظر آتے ہیں

ان سے جب ترک تعلق کا خیال آتا ہے

رابطے کتنے تصور میں ابھر آتے ہیں

مقبول نقش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ittifaqan Jo Kahin Ab Wo Nazar Aate Hain

Maqbool Naqsh

ittifaqan jo kahin ab wo nazar aate hain
kitni yaadon ke hasin naqsh ubhar aate hain

kaise guzri shab-e-ashufta-sara kis ko KHabar
log to baam pe hangam-e-sahar aate hain

soch len aap mera sath kahan tak denge
marhale saikDon dauran-e-safar aate hain

yun ghalat to nahin chehron ka tassur bhi magar
log waise bhi nahin jaise nazar aate hain

un se jab tark-e-talluq ka KHayal aata hai
rabte kitne tasawwur mein ubhar aate hain

(639) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ittifaqan Jo Kahin Ab Wo Nazar Aate Hain written by Maqbool Naqsh at UrduPoint. Ittifaqan Jo Kahin Ab Wo Nazar Aate Hain is one of the masterpieces written by Maqbool Naqsh. You can also find the complete poetry collection of Maqbool Naqsh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maqbool Naqsh' above.

Ittifaqan Jo Kahin Ab Wo Nazar Aate Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ittifaqan Jo Kahin Ab Wo Nazar Aate Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.