Itna Majbur Aadmi Kyun Hai, Urdu Ghazal By Maqbool Naqsh

Itna Majbur Aadmi Kyun Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maqbool Naqsh. Itna Majbur Aadmi Kyun Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Itna Majbur Aadmi Kyun Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اتنا مجبور آدمی کیوں ہے

مقبول نقش

اتنا مجبور آدمی کیوں ہے

اور اگر ہے تو آگہی کیوں ہے

ہر نفس نعرۂ خودی کیوں ہے

اتنا احساس کمتری کیوں ہے

تیرگی عجز صاحبان نظر

روشنی تک ہی روشنی کیوں ہے

آج ہی تو کسی سے بچھڑے ہیں

آج کی رات چاندنی کیوں ہے

لوگ کیا جانے کیا سمجھ بیٹھیں

نقشؔ سے اتنی بے رخی کیوں ہے

مقبول نقش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Itna Majbur Aadmi Kyun Hai

Maqbool Naqsh

itna majbur aadmi kyun hai
aur agar hai to aagahi kyun hai

har nafas nara-e-KHudi kyun hai
itna ehsas-e-kamtari kyun hai

tirgi ijz-e-sahiban-e-nazar
raushni tak hi raushni kyun hai

aaj hi to kisi se bichhDe hain
aaj ki raat chandni kyun hai

log kya jaane kya samajh baiThen
'naqsh' se itni be-ruKHi kyun hai

(626) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Itna Majbur Aadmi Kyun Hai written by Maqbool Naqsh at UrduPoint. Itna Majbur Aadmi Kyun Hai is one of the masterpieces written by Maqbool Naqsh. You can also find the complete poetry collection of Maqbool Naqsh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maqbool Naqsh' above.

Itna Majbur Aadmi Kyun Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Itna Majbur Aadmi Kyun Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.