Hum Ko Kya Baat Kar Nahin Aati, Urdu Ghazal By Maseehullah Khan Ataa

Hum Ko Kya Baat Kar Nahin Aati is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maseehullah Khan Ataa. Hum Ko Kya Baat Kar Nahin Aati comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hum Ko Kya Baat Kar Nahin Aati on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم کو کیا بات کر نہیں آتی

مسیح اللہ خاں عطاء

ہم کو کیا بات کر نہیں آتی

ہاں اگر اور مگر نہیں آتی

اس کے ملنے کی کیا کروں صورت

کوئی صورت نظر نہیں آتی

آتے جاتے ہیں رات دن دن رات

شب غم کی سحر نہیں آتی

آبرو بھی ہے آب موتی کے

جا کے بار دگر نہیں آتی

بڑھ کے بولو کبھی نہ بول بڑا

بد گھڑی بول کر نہیں آتی

کیسی پابند وقت کی ہے اجل

وقت سے پیشتر نہیں آتی

ہے نظر دوسروں کے عیبوں پر

کھوٹ اپنی نظر نہیں آتی

بے خبر اپنے حال سے ہوں عطاؔ

کوئی اس کی خبر نہیں آتی

مسیح اللہ خاں عطاء

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hum Ko Kya Baat Kar Nahin Aati

Maseehullah Khan Ataa

hum ko kya baat kar nahin aati
han agar aur magar nahin aati

us ke milne ki kya karun surat
koi surat nazar nahin aati

aate jate hain raat-din din-raat
shab-e-gham ki sahar nahin aati

aabru bhi hai aab moti ke
ja ke bar-e-digar nahin aati

baDh ke bolo kabhi na bol baDa
bad-ghaDi bol kar nahin aati

kaisi paband waqt ki hai ajal
waqt se peshtar nahin aati

hai nazar dusron ke aibon par
khoT apni nazar nahin aati

be-KHabar apne haal se hun 'ata'
koi us ki KHabar nahin aati

(624) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hum Ko Kya Baat Kar Nahin Aati written by Maseehullah Khan Ataa at UrduPoint. Hum Ko Kya Baat Kar Nahin Aati is one of the masterpieces written by Maseehullah Khan Ataa. You can also find the complete poetry collection of Maseehullah Khan Ataa by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maseehullah Khan Ataa' above.

Hum Ko Kya Baat Kar Nahin Aati is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hum Ko Kya Baat Kar Nahin Aati, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.