Hum Ko Kis Ke Gham Ne Mara Ye Kahani Phir Sahi, Urdu Ghazal By Masroor Anwar

Hum Ko Kis Ke Gham Ne Mara Ye Kahani Phir Sahi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Masroor Anwar. Hum Ko Kis Ke Gham Ne Mara Ye Kahani Phir Sahi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hum Ko Kis Ke Gham Ne Mara Ye Kahani Phir Sahi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم کو کس کے غم نے مارا یہ کہانی پھر سہی

مسرور انور

ہم کو کس کے غم نے مارا یہ کہانی پھر سہی

کس نے توڑا دل ہمارا یہ کہانی پھر سہی

دل کے لٹنے کا سبب پوچھو نہ سب کے سامنے

نام آئے گا تمہارا یہ کہانی پھر سہی

نفرتوں کے تیر کھا کر دوستوں کے شہر میں

ہم نے کس کس کو پکارا یہ کہانی پھر سہی

کیا بتائیں پیار کی بازی وفا کی راہ میں

کون جیتا کون ہارا یہ کہانی پھر سہی

مسرور انور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hum Ko Kis Ke Gham Ne Mara Ye Kahani Phir Sahi

Masroor Anwar

hum ko kis ke gham ne mara ye kahani phir sahi
kis ne toDa dil hamara ye kahani phir sahi

dil ke luTne ka sabab puchho na sab ke samne
nam aaega tumhaara ye kahani phir sahi

nafraton ke tir kha kar doston ke shahr mein
hum ne kis kis ko pukara ye kahani phir sahi

kya bataen pyar ki bazi wafa ki rah mein
kaun jita kaun haara ye kahani phir sahi

(1309) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hum Ko Kis Ke Gham Ne Mara Ye Kahani Phir Sahi written by Masroor Anwar at UrduPoint. Hum Ko Kis Ke Gham Ne Mara Ye Kahani Phir Sahi is one of the masterpieces written by Masroor Anwar. You can also find the complete poetry collection of Masroor Anwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Masroor Anwar' above.

Hum Ko Kis Ke Gham Ne Mara Ye Kahani Phir Sahi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hum Ko Kis Ke Gham Ne Mara Ye Kahani Phir Sahi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.