Jab Chandniyan Ghar Ki Dahliz Pe Chalti Hain, Urdu Ghazal By Meena Naqvi

Jab Chandniyan Ghar Ki Dahliz Pe Chalti Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Meena Naqvi. Jab Chandniyan Ghar Ki Dahliz Pe Chalti Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Chandniyan Ghar Ki Dahliz Pe Chalti Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب چاندنیاں گھر کی دہلیز پہ چلتی ہیں

مینا نقوی

جب چاندنیاں گھر کی دہلیز پہ چلتی ہیں

آسیب زدہ روحیں سڑکوں پہ ٹہلتی ہیں

دراصل وہ نیندیں ہیں آغوش میں اشکوں کی

پلکوں کی منڈیروں سے ہر شب جو پھسلتی ہیں

معصوم امیدیں ہیں حالات کی گردش میں

گھر میں کسی مفلس کے شہزادیاں پلتی ہیں

اے کاش کہ روشن ہوں فانوس امیدوں کے

آنکھوں کے کٹوروں میں کچھ شمعیں پگھلتی ہیں

خود سے ہی نہ ہو جاؤں انجان کسی دن میں

ہر روز تمنائیں پوشاک بدلتی ہیں

مسلا گیا جس دن سے کلیوں کو یہاں میناؔ

کچھ خوشبوئیں صحرا سے ہر رات نکلتی ہیں

مینا نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Chandniyan Ghar Ki Dahliz Pe Chalti Hain

Meena Naqvi

jab chandniyan ghar ki dahliz pe chalti hain
aaseb-zada ruhen saDkon pe Tahalti hain

dar-asl wo ninden hain aaghosh mein ashkon ki
palkon ki munDeron se har shab jo phisalti hain

masum umiden hain haalat ki gardish mein
ghar mein kisi muflis ke shahzadiyan palti hain

ai kash ki raushan hon fanus umidon ke
aankhon ke kaToron mein kuchh shamen pighalti hain

KHud se hi na ho jaun anjaan kisi din main
har roz tamannaen poshak badalti hain

masla gaya jis din se kaliyon ko yahan 'mina'
kuchh KHushbuen sahra se har raat nikalti hain

(659) ووٹ وصول ہوئے

You can read Jab Chandniyan Ghar Ki Dahliz Pe Chalti Hain written by Meena Naqvi at UrduPoint. Jab Chandniyan Ghar Ki Dahliz Pe Chalti Hain is one of the masterpieces written by Meena Naqvi. You can also find the complete poetry collection of Meena Naqvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Meena Naqvi' above.

Jab Chandniyan Ghar Ki Dahliz Pe Chalti Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Chandniyan Ghar Ki Dahliz Pe Chalti Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.