Jata Hai Mere Ghar Se Dil-dar KHuda-hafiz, Urdu Ghazal By Meer Mohammadi Bedar

Jata Hai Mere Ghar Se Dil-dar KHuda-hafiz is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Meer Mohammadi Bedar. Jata Hai Mere Ghar Se Dil-dar KHuda-hafiz comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jata Hai Mere Ghar Se Dil-dar KHuda-hafiz on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جاتا ہے مرے گھر سے دل دار خدا حافظ

میر محمدی بیدار

جاتا ہے مرے گھر سے دل دار خدا حافظ

ہے زندگی اب مشکل بے یار خدا حافظ

وہ مست شراب حسن غصے سے نہایت ہی

کھینچے ہوئے آتا ہے تلوار خدا حافظ

مجھ پاس طبیب آ کے کہنے لگا اے یار

بے طرح کا ہے اس کو آزار خدا حافظ

حاصل نہیں درماں کا وہ ہے یہ مرض جس سے

جاں بر نہ ہوا کوئی بیمار خدا حافظ

بے طرح کچھ ایدھر کو وہ مست شراب حسن

کھینچے ہوئے آتا ہے تلوار خدا حافظ

اے شیخ تو اس بت کے کوچے میں تو جاتا ہے

ہو جائے نہ یہ سبحہ زنار خدا حافظ

ڈرتا ہوں کہ دل ہر دم ملتا ہے نہ ہو جاوے

اس چشم ستم گر کا بیمار خدا حافظ

یوں مہر سے فرمایا اس ماہ نے وقت صبح

ہم جانے ہیں اب تیرا بیدارؔ خدا حافظ

میر محمدی بیدار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jata Hai Mere Ghar Se Dil-dar KHuda-hafiz

Meer Mohammadi Bedar

jata hai mere ghar se dil-dar KHuda-hafiz
hai zindagi ab mushkil be-yar KHuda-hafiz

wo mast-e-sharab-e-husn ghusse se nihayat hi
khinche hoe aata hai talwar KHuda-hafiz

mujh pas tabib aa ke kahne laga ai yar
be-tarah ka hai is ko aazar KHuda-hafiz

hasil nahin darman ka wo hai ye maraz jas se
jaan-bar na hua koi bimar KHuda-hafiz

be-tarah kuchh idhar ko wo mast-e-sharab-e-husn
khinche hue aata hai talwar KHuda-hafiz

ai shaiKH tu us but ke kuche mein to jata hai
ho jae na ye subha zunnar KHuda-hafiz

Darta hun ki dil har dam malta hai na ho jawe
us chashm-e-sitam-gar ka bimar KHuda-hafiz

yun mehr se farmaya us mah ne waqt-e-subh
hum jaane hain ab tera 'bedar' KHuda-hafiz

(504) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jata Hai Mere Ghar Se Dil-dar KHuda-hafiz written by Meer Mohammadi Bedar at UrduPoint. Jata Hai Mere Ghar Se Dil-dar KHuda-hafiz is one of the masterpieces written by Meer Mohammadi Bedar. You can also find the complete poetry collection of Meer Mohammadi Bedar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Meer Mohammadi Bedar' above.

Jata Hai Mere Ghar Se Dil-dar KHuda-hafiz is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jata Hai Mere Ghar Se Dil-dar KHuda-hafiz, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.