KHushk Patton Ki Tarah ShaKHon Se Gir Jate Hain Hum, Urdu Ghazal By Meer Naqi Ali Khan Saqib

KHushk Patton Ki Tarah ShaKHon Se Gir Jate Hain Hum is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Meer Naqi Ali Khan Saqib. KHushk Patton Ki Tarah ShaKHon Se Gir Jate Hain Hum comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHushk Patton Ki Tarah ShaKHon Se Gir Jate Hain Hum on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خشک پتوں کی طرح شاخوں سے گر جاتے ہیں ہم

میر نقی علی خاں ثاقب

خشک پتوں کی طرح شاخوں سے گر جاتے ہیں ہم

وقت کی گرد سفر بن کے اڑے جاتے ہیں ہم

جیسے صدیوں کی سیہ پوشی مقدر بن گئی

روشنی کا نام آتے ہی پگھل جاتے ہیں ہم

اس قدر روشن نہیں تھی آج سے پہلے غزل

بھیگتے لفظوں کو شعلوں کی زباں دیتے ہیں ہم

صبح ہوتی ہے تو جیسے اک حقیقت جان کر

گم شدہ خوابوں کی تعبیروں کو اپناتے ہیں ہم

یہ گھنے لمحات یہ موہوم آوازوں کا شور

ڈھونڈ لے اے شمع تنہائی کہ کھو جاتے ہیں ہم

جس طرح اک طفل خوابیدہ ہو ان آنکھوں کی یاد

چونک کر خوابوں سے اک پل کو سنبھل جاتے ہیں ہم

زندگی کو عہد ماضی کی روایت جان کر

صفحۂ دوراں سے تحریریں مٹا دیتے ہیں ہم

میر نقی علی خاں ثاقب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHushk Patton Ki Tarah ShaKHon Se Gir Jate Hain Hum

Meer Naqi Ali Khan Saqib

KHushk patton ki tarah shaKHon se gir jate hain hum
waqt ki gard-e-safar ban ke aDe jate hain hum

jaise sadiyon ki siyah-poshi muqaddar ban gai
raushni ka nam aate hi pighal jate hain hum

is qadar raushan nahin thi aaj se pahle ghazal
bhigte lafzon ko shoalon ki zaban dete hain hum

subah hoti hai to jaise ek haqiqat jaan kar
gum-shuda KHwabon ki tabiron ko apnate hain hum

ye ghane lamhat ye mauhum aawazon ka shor
DhunD le ai sham-e-tanhai ki kho jate hain hum

jis tarah ek tifl-e-KHwabida ho un aankhon ki yaad
chaunk kar KHwabon se ek pal ko sambhal jate hain hum

zindagi ko ahd-e-mazi ki riwayat jaan kar
safha-e-dauran se tahriren miTa dete hain hum

(951) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHushk Patton Ki Tarah ShaKHon Se Gir Jate Hain Hum written by Meer Naqi Ali Khan Saqib at UrduPoint. KHushk Patton Ki Tarah ShaKHon Se Gir Jate Hain Hum is one of the masterpieces written by Meer Naqi Ali Khan Saqib. You can also find the complete poetry collection of Meer Naqi Ali Khan Saqib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Meer Naqi Ali Khan Saqib' above.

KHushk Patton Ki Tarah ShaKHon Se Gir Jate Hain Hum is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHushk Patton Ki Tarah ShaKHon Se Gir Jate Hain Hum, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.