Andaz Wo Nahin Hai Ab Wo Ada Nahin Hai, Urdu Ghazal By Minu Bakshi

Andaz Wo Nahin Hai Ab Wo Ada Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Minu Bakshi. Andaz Wo Nahin Hai Ab Wo Ada Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Andaz Wo Nahin Hai Ab Wo Ada Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

انداز وہ نہیں ہے اب وہ ادا نہیں ہے

مینو بخشی

انداز وہ نہیں ہے اب وہ ادا نہیں ہے

پہلا سا بانکپن تو تجھ میں رہا نہیں ہے

کیوں سانس گھٹ رہی ہے کیوں مضطرب ہے دل بھی

شاید کھلی فضا میں تازہ ہوا نہیں ہے

تنقید کر رہا ہے کچھ اس ادا سے مجھ پر

جیسے کہ اس جہاں میں میرا خدا نہیں ہے

ہے عشق نام میرا دل ہے مقام میرا

اس کے سوا جہاں میں میرا پتا نہیں ہے

مینو بخشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Andaz Wo Nahin Hai Ab Wo Ada Nahin Hai

Minu Bakshi

andaz wo nahin hai ab wo ada nahin hai
pahla sa bankpan to tujh mein raha nahin hai

kyun sans ghuT rahi hai kyun muztarib hai dil bhi
shayad khuli faza mein taza hawa nahin hai

tanqid kar raha hai kuchh is ada se mujh par
jaise ki is jahan mein mera KHuda nahin hai

hai ishq nam mera dil hai maqam mera
is ke siwa jahan mein mera pata nahin hai

(632) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Andaz Wo Nahin Hai Ab Wo Ada Nahin Hai written by Minu Bakshi at UrduPoint. Andaz Wo Nahin Hai Ab Wo Ada Nahin Hai is one of the masterpieces written by Minu Bakshi. You can also find the complete poetry collection of Minu Bakshi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Minu Bakshi' above.

Andaz Wo Nahin Hai Ab Wo Ada Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Andaz Wo Nahin Hai Ab Wo Ada Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.