Gar Yahi Waza Hai Aur Hain Yahi Haihat Nasib, Urdu Ghazal By Mirza Haider Ali Hairan

Gar Yahi Waza Hai Aur Hain Yahi Haihat Nasib is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mirza Haider Ali Hairan. Gar Yahi Waza Hai Aur Hain Yahi Haihat Nasib comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gar Yahi Waza Hai Aur Hain Yahi Haihat Nasib on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گر یہی وضع ہے اور ہیں یہی ہیہات نصیب

مرزا حیدر علی حیران

گر یہی وضع ہے اور ہیں یہی ہیہات نصیب

تو ہمیں ہو چکی بس اس سے ملاقات نصیب

ہم لب گور ہوئے خوں بہ جگر اس غم سے

کرنی اس غنچہ دہن سے نہ ہوئی بات نصیب

صبح ہر روز اسی غم میں ہمیں ہوتی ہے شام

آہ جاگیں گے مرے کون سی اب رات نصیب

کچھ ہمیں شکوہ نہیں جور سے تیرے ہرگز

ہم ہمیشہ سے ہیں اے جان کچھ آفات نصیب

مسجدوں میں پھرے نت سبحہ پھراتے حیراںؔ

شیخ جی پر نہ ہوئی تم کو کرامات نصیب

مرزا حیدر علی حیران

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gar Yahi Waza Hai Aur Hain Yahi Haihat Nasib

Mirza Haider Ali Hairan

gar yahi waza hai aur hain yahi haihat nasib
to hamein ho chuki bas us se mulaqat nasib

hum lab-e-gor hue KHun-ba-jigar is gham se
karni us ghuncha-dahan se na hui baat nasib

subh har roz isi gham mein hamein hoti hai sham
aah jagenge mere kaun si ab raat nasib

kuchh hamein shikwa nahin jaur se tere hargiz
hum hamesha se hain ai jaan kuchh aafat nasib

masjidon mein phire nit subha phiraate 'hairan'
shaiKH ji par na hui tum ko karamat nasib

(453) ووٹ وصول ہوئے

You can read Gar Yahi Waza Hai Aur Hain Yahi Haihat Nasib written by Mirza Haider Ali Hairan at UrduPoint. Gar Yahi Waza Hai Aur Hain Yahi Haihat Nasib is one of the masterpieces written by Mirza Haider Ali Hairan. You can also find the complete poetry collection of Mirza Haider Ali Hairan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mirza Haider Ali Hairan' above.

Gar Yahi Waza Hai Aur Hain Yahi Haihat Nasib is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gar Yahi Waza Hai Aur Hain Yahi Haihat Nasib, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.