Is Waqt Bare Kuchh To Karam-baKHshi Kijiye, Urdu Ghazal By Mirza Jawan Bakht Jahandar

Is Waqt Bare Kuchh To Karam-baKHshi Kijiye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mirza Jawan Bakht Jahandar. Is Waqt Bare Kuchh To Karam-baKHshi Kijiye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Waqt Bare Kuchh To Karam-baKHshi Kijiye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس وقت بارے کچھ تو کرم بخشی کیجئے

مرزا جواں بخت جہاں دار

اس وقت بارے کچھ تو کرم بخشی کیجئے

گزرے ہم اور بات سے گالی ہی دیجئے

صبر اور دین و دل تو تم آگے ہی لے چکے

باقی ہے جاں ہماری سو اب یہ بھی لیجئے

دیوے وہ جام غیر کوں یوں میرے سامنے

یہ دیکھ کیونکہ خون دل اپنا نہ پیجئے

ناصح یہ کیا حساب کہ میں جیب کو سلاؤں

بہتر ہے آپ منہ کے تئیں اپنے سی جیے

پتھر بھی بلکے دیکھ جہاں دارؔ کا یہ حال

پیارے کبھو تو آپ بھی اس پر پسیجئے

مرزا جواں بخت جہاں دار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Waqt Bare Kuchh To Karam-baKHshi Kijiye

Mirza Jawan Bakht Jahandar

is waqt bare kuchh to karam-baKHshi kijiye
guzre hum aur baat se gali hi dijiye

sabr aur din-o-dil to tum aage hi le chuke
baqi hai jaan hamari so ab ye bhi lijiye

dewe wo jam ghair kun yun mere samne
ye dekh kyunki KHun-e-dil apna na pijie

naseh ye kya hisab ki main jeb ko silaun
behtar hai aap munh ke tain apne si jiye

patthar bhi bilke dekh 'jahandar' ka ye haal
pyare kabhu to aap bhi is par pasijiye

(544) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Waqt Bare Kuchh To Karam-baKHshi Kijiye written by Mirza Jawan Bakht Jahandar at UrduPoint. Is Waqt Bare Kuchh To Karam-baKHshi Kijiye is one of the masterpieces written by Mirza Jawan Bakht Jahandar. You can also find the complete poetry collection of Mirza Jawan Bakht Jahandar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mirza Jawan Bakht Jahandar' above.

Is Waqt Bare Kuchh To Karam-baKHshi Kijiye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Waqt Bare Kuchh To Karam-baKHshi Kijiye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.