Milao Us Se Ke Jis Ka Usul Ho Mujh Sa, Urdu Ghazal By Mirza Raahil

Milao Us Se Ke Jis Ka Usul Ho Mujh Sa is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mirza Raahil. Milao Us Se Ke Jis Ka Usul Ho Mujh Sa comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Milao Us Se Ke Jis Ka Usul Ho Mujh Sa on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ملاؤ اس سے کے جس کا اصول ہو مجھ سا

مرزا راحل

ملاؤ اس سے کے جس کا اصول ہو مجھ سا

اگر نہ ایسا ملے تو جہول ہو مجھ سا

سبھی سے مل لو زمانے میں ڈھونڈ لو لیکن

نہیں ملے گا چمن میں جو پھول ہو مجھ سا

مزاج ملتا نہیں اب کسی سے میرا یہاں

خدا نزول کرے جو ملول ہو مجھ سا

مجھے گرا کے نظر سے تمہیں لگا ہوگا

نہیں ہے کوئی یہاں جو فضول ہو مجھ سا

حسین لگتے تھے جن کو نہیں رہے اب وہ

نہیں ہے کوئی جسے اب قبول ہو مجھ سا

میں جن کو مل نہ سکا ان کے واسطے یہ دعا

قبول کر لے خدا اور نزول ہو مجھ سا

مرزا راحل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Milao Us Se Ke Jis Ka Usul Ho Mujh Sa

Mirza Raahil

milao us se ke jis ka usul ho mujh sa
agar na aisa mile to juhul ho mujh sa

sabhi se mil lo zamane mein DhunD lo lekin
nahin milega chaman mein jo phul ho mujh sa

mizaj milta nahin ab kisi se mera yahan
KHuda nuzul kare jo malul ho mujh sa

mujhe gira ke nazar se tumhein laga hoga
nahin hai koi yahan jo fuzul ho mujh sa

hasin lagte the jin ko nahin rahe ab wo
nahin hai koi jise ab qubul ho mujh sa

main jin ko mil na saka un ke waste ye dua
qubul kar le KHuda aur nuzul ho mujh sa

(579) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Milao Us Se Ke Jis Ka Usul Ho Mujh Sa written by Mirza Raahil at UrduPoint. Milao Us Se Ke Jis Ka Usul Ho Mujh Sa is one of the masterpieces written by Mirza Raahil. You can also find the complete poetry collection of Mirza Raahil by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mirza Raahil' above.

Milao Us Se Ke Jis Ka Usul Ho Mujh Sa is a widely read Urdu Ghazal. If you like Milao Us Se Ke Jis Ka Usul Ho Mujh Sa, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.