Talluq Ki KaDi TuTi Nahin Hai, Urdu Ghazal By Misdaque Azmi

Talluq Ki KaDi TuTi Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Misdaque Azmi. Talluq Ki KaDi TuTi Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Talluq Ki KaDi TuTi Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تعلق کی کڑی ٹوٹی نہیں ہے

مصداق اعظمی

تعلق کی کڑی ٹوٹی نہیں ہے

امید زندگی ٹوٹی نہیں ہے

فقط ملنا ملانا کم ہوا ہے

ہماری دوستی ٹوٹی نہیں ہے

بڑی آندھی چلی ہے اس چمن میں

مگر کوئی کلی ٹوٹی نہیں ہے

کمندیں پھینکیے عقل و خرد کی

فصیل آگہی ٹوٹی نہیں ہے

پرانے بانس کے پل کی ہمارے

کوئی بھی آس ابھی ٹوٹی نہیں ہے

سنا ہے باوجود زور ہم نے

دھنک راون سے بھی ٹوٹی نہیں ہے

مصداق اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Talluq Ki KaDi TuTi Nahin Hai

Misdaque Azmi

talluq ki kaDi TuTi nahin hai
umid-e-zindagi TuTi nahin hai

faqat milna-milana kam hua hai
hamari dosti TuTi nahin hai

baDi aandhi chali hai is chaman mein
magar koi kali TuTi nahin hai

kamanden phenkiye aql o KHirad ki
fasil-e-agahi TuTi nahin hai

purane bans ke pul ki hamare
koi bhi aas abhi TuTi nahin hai

suna hai bawajud-e-zor hum ne
dhanak rawan se bhi TuTi nahin hai

(529) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Talluq Ki KaDi TuTi Nahin Hai written by Misdaque Azmi at UrduPoint. Talluq Ki KaDi TuTi Nahin Hai is one of the masterpieces written by Misdaque Azmi. You can also find the complete poetry collection of Misdaque Azmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Misdaque Azmi' above.

Talluq Ki KaDi TuTi Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Talluq Ki KaDi TuTi Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.