Dekha Ki Chale Jate The Sab Shauq Ke Mare, Urdu Ghazal By Mohammad Aazam

Dekha Ki Chale Jate The Sab Shauq Ke Mare is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Aazam. Dekha Ki Chale Jate The Sab Shauq Ke Mare comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dekha Ki Chale Jate The Sab Shauq Ke Mare on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیکھا کہ چلے جاتے تھے سب شوق کے مارے

محمد اعظم

دیکھا کہ چلے جاتے تھے سب شوق کے مارے

معشوق کے پہلو میں شب ہجر گزارے

ہم ہیں کہ ہوئے حلقۂ زنجیر محبت

باقی تو گئے چھوٹ گرفتار تمہارے

ہم چاہنے والوں کا نہیں کوئی ٹھکانا

ہیں آج سر نجد تو کل تخت ہزارے

آ پہنچے کہاں جستجوئے یار میں اس بار

مل جائے تو چل بھی نہ سکے ساتھ ہمارے

ساکن ہو یہاں کوئی تو اس سے کوئی پوچھے

میں گھوم رہا ہوں کہ ہیں گردش میں ستارے

بس دیکھ چکے خوب وہ پستی یہ بلندی

اس چرخ سے اب جلد ہمیں کوئی اتارے

محمد اعظم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dekha Ki Chale Jate The Sab Shauq Ke Mare

Mohammad Aazam

dekha ki chale jate the sab shauq ke mare
mashuq ke pahlu mein shab-e-hijr guzare

hum hain ki hue halqa-e-zanjir-e-mohabbat
baqi to gae chhuT giraftar tumhaare

hum chahne walon ka nahin koi Thikana
hain aaj sar-e-najd to kal taKHt hazare

aa pahunche kahan justuju-e-yar mein is bar
mil jae to chal bhi na sake sath hamare

sakin ho yahan koi to us se koi puchhe
main ghum raha hun ki hain gardish mein sitare

bas dekh chuke KHub wo pasti ye bulandi
is charKH se ab jald hamein koi utare

(507) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dekha Ki Chale Jate The Sab Shauq Ke Mare written by Mohammad Aazam at UrduPoint. Dekha Ki Chale Jate The Sab Shauq Ke Mare is one of the masterpieces written by Mohammad Aazam. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Aazam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Aazam' above.

Dekha Ki Chale Jate The Sab Shauq Ke Mare is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dekha Ki Chale Jate The Sab Shauq Ke Mare, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.