Ye Nashsha-e-agahi KHatarnak Hai Sar Mein, Urdu Ghazal By Mohammad Aazam

Ye Nashsha-e-agahi KHatarnak Hai Sar Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Aazam. Ye Nashsha-e-agahi KHatarnak Hai Sar Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Nashsha-e-agahi KHatarnak Hai Sar Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ نشۂ آگاہی خطرناک ہے سر میں

محمد اعظم

یہ نشۂ آگاہی خطرناک ہے سر میں

ٹوٹے ہیں مرے پاؤں اسی راہ گزر میں

رم جھم کے عقب زار میں باراں ہے ابھی آگ

اچھا ہے نہ دیکھے وہ مرے دیدۂ تر میں

سرمایۂ جاں یوں نہ اٹھا سارے حجابات

تو آنکھ کے پردوں کی بدولت ہے نظر میں

آنسو تھا وہ نکلا تو گیا توڑ کے ہر بند

خوشبو تھا کہ گھر چھوڑ کے بھی رہتا ہے گھر میں

اس بارگہہ ناز سے ہم سے فقرا کو

خیرات تو ملتی ہے ولے کاسۂ سر میں

رہتی ہیں مرے ساتھ وہ آگاہ نگاہیں

کچھ فرق نہ تھا ورنہ مرے عیب و ہنر میں

محمد اعظم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Nashsha-e-agahi KHatarnak Hai Sar Mein

Mohammad Aazam

ye nashsha-e-agahi KHatarnak hai sar mein
TuTe hain mere panw isi rahguzar mein

rim-jhim ke aqab-zar mein baran hai abhi aag
achchha hai na dekhe wo mere dida-e-tar mein

sarmaya-e-jaan yun na uTha sare hijabaat
tu aankh ke pardon ki badaulat hai nazar mein

aansu tha wo nikla to gaya toD ke har band
KHushbu tha ki ghar chhoD ke bhi rahta hai ghar mein

us bargah-e-naz se hum se fuqara ko
KHairaat to milti hai wale kasa-e-sar mein

rahti hain mere sath wo aagah nigahen
kuchh farq na tha warna mere aib-o-hunar mein

(777) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Nashsha-e-agahi KHatarnak Hai Sar Mein written by Mohammad Aazam at UrduPoint. Ye Nashsha-e-agahi KHatarnak Hai Sar Mein is one of the masterpieces written by Mohammad Aazam. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Aazam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Aazam' above.

Ye Nashsha-e-agahi KHatarnak Hai Sar Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Nashsha-e-agahi KHatarnak Hai Sar Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.