Manzil Mile Be-hausla-e-jaan Nahin Dekha, Urdu Ghazal By Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi

Manzil Mile Be-hausla-e-jaan Nahin Dekha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi. Manzil Mile Be-hausla-e-jaan Nahin Dekha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Manzil Mile Be-hausla-e-jaan Nahin Dekha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

منزل ملے بے حوصلۂ جاں نہیں دیکھا

محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

منزل ملے بے حوصلۂ جاں نہیں دیکھا

ہوتے ہوئے ایسا تو کبھی ہاں نہیں دیکھا

غیر آئے گئے پھول چنے بو بھی اڑائی

ہم ایسے کہ اپنا ہی گلستاں نہیں دیکھا

دامن بھی سلامت ہے گریباں بھی سلامت

اے جوش جنوں تجھ کو نمایاں نہیں دیکھا

ہیں تیرے تسلط میں فضائیں بھی زمیں بھی

تجھ میں ہی مگر ذوق سلیماں نہیں دیکھا

ہے چشم تصور بھی یہ درماندہ و عاجز

تجھ کو کبھی اے جلوۂ پنہاں نہیں دیکھا

احساس زیاں وائے کہ ہے رو بہ تنزل

کل تھا جو اسے آج پشیماں نہیں دیکھا

کتنے ہی سخن ور و خنداں نظرؔ ایسے

جن کو کبھی محفل میں غزل خواں نہیں دیکھا

محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Manzil Mile Be-hausla-e-jaan Nahin Dekha

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi

manzil mile be-hausla-e-jaan nahin dekha
hote hue aisa to kabhi han nahin dekha

ghair aae gae phul chune bu bhi uDai
hum aise ki apna hi gulistan nahin dekha

daman bhi salamat hai gareban bhi salamat
ai josh-e-junun tujh ko numayan nahin dekha

hain tere tasallut mein fazaen bhi zamin bhi
tujh mein hi magar zauq-e-sulaiman nahin dekha

hai chashm-e-tasawwur bhi ye darmanda-o-ajiz
tujh ko kabhi ai jalwa-e-pinhan nahin dekha

ehsas-e-ziyan wae ki hai ru-ba-tanazzul
kal tha jo use aaj pasheman nahin dekha

kitne hi suKHan-war-o-suKHan-dan 'nazar' aise
jin ko kabhi mahfil mein ghazal-KHwan nahin dekha

(609) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Poetry

جہاں میں جنس وفا کم ہے کالعدم تو نہیں

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Jahan Mein Jins-e-wafa Kam Hai Kal-adam To Nahin

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

نظارہ کروں کیسے تری جلوہ گری کا

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Nazara Karun Kaise Teri Jalwagari Ka

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

سر نہ سجدے سے اٹھا تاخیر پر تاخیر کر

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Sar Na Sajde Se Utha Takhir Par Takhir Kar

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

چہرہ ان کا صبح روشن گیسو جیسے کالی رات

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Chehra Un Ka Subh-e-raushan Gesu Jaise Kali Raat

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

آلودۂ عصیاں خود کہ ہے دل وہ مانع عصیاں کیا ہوگا

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Aaluda-e-isyan Khud Ki Hai Dil Wo Man-e-isyan Kya Hoga

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

کہیے کس درجہ وہ خورشید جمال اچھا ہے

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Kahiye Kis Darja Wo Khurshid-jamal Achchha Hai

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

فتنہ زا فکر ہر اک دل سے نکال اچھا ہے

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Fitna-za Fikr Har Ek Dil Se Nikal Achchha Hai

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

منزل ملے بے حوصلۂ جاں نہیں دیکھا

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi - محمد عبد الحمید صدیقی نظر لکھنوی

Manzil Mile Be-hausla-e-jaan Nahin Dekha

Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi Urdu Poetry

You can read Manzil Mile Be-hausla-e-jaan Nahin Dekha written by Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi at UrduPoint. Manzil Mile Be-hausla-e-jaan Nahin Dekha is one of the masterpieces written by Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Abdul Hameed Siddiqi Nazar Lakhnawi' above.

Manzil Mile Be-hausla-e-jaan Nahin Dekha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Manzil Mile Be-hausla-e-jaan Nahin Dekha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.