Ek Jurm-e-mohabbat Ki Kya Aur Saza Hogi, Urdu Ghazal By Mohammad Afsar Raunqi

Ek Jurm-e-mohabbat Ki Kya Aur Saza Hogi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Afsar Raunqi. Ek Jurm-e-mohabbat Ki Kya Aur Saza Hogi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Jurm-e-mohabbat Ki Kya Aur Saza Hogi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک جرم محبت کی کیا اور سزا ہوگی

محمد افسر رونقی

اک جرم محبت کی کیا اور سزا ہوگی

تنہائی کے غم ہوں گے مرنے کی دعا ہوگی

جب حسن کے ہاتھوں سے تکمیل وفا ہوگی

وہ صبح بھی کیا ہوگی وہ شام بھی کیا ہوگی

جائے تو کہاں جائے اب چھوڑ کے رسوائی

اس کی بھی گزر کیسے اب میرے سوا ہوگی

اک جشن مسرت میں کچھ ڈوبتی آوازیں

ٹوٹے ہوئے شیشوں کی پر درد صدا ہوگی

ہر عکس گرفتار آئینہ ہے اے افسرؔ

پرچھائیں بھی انساں کی آئینہ نما ہوگی

محمد افسر رونقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Jurm-e-mohabbat Ki Kya Aur Saza Hogi

Mohammad Afsar Raunqi

ek jurm-e-mohabbat ki kya aur saza hogi
tanhai ke gham honge marne ki dua hogi

jab husn ke hathon se takmil-e-wafa hogi
wo subh bhi kya hogi wo sham bhi kya hogi

jae to kahan jae ab chhoD ke ruswai
is ki bhi guzar kaise ab mere siwa hogi

ek jashn-e-masarrat mein kuchh Dubti aawazen
TuTe hue shishon ki pur-dard sada hogi

har aks giraftar-e-aina hai ai 'afsar'
parchhain bhi insan ki aaina-numa hogi

(656) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Jurm-e-mohabbat Ki Kya Aur Saza Hogi written by Mohammad Afsar Raunqi at UrduPoint. Ek Jurm-e-mohabbat Ki Kya Aur Saza Hogi is one of the masterpieces written by Mohammad Afsar Raunqi. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Afsar Raunqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Afsar Raunqi' above.

Ek Jurm-e-mohabbat Ki Kya Aur Saza Hogi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Jurm-e-mohabbat Ki Kya Aur Saza Hogi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.