Julus-e-tegh-o-alam Jaane Kis Dayar Ka Hai, Urdu Ghazal By Mohammad Ahmad Ramz

Julus-e-tegh-o-alam Jaane Kis Dayar Ka Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Ahmad Ramz. Julus-e-tegh-o-alam Jaane Kis Dayar Ka Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Julus-e-tegh-o-alam Jaane Kis Dayar Ka Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جلوس تیغ و علم جانے کس دیار کا ہے

محمد احمد رمز

جلوس تیغ و علم جانے کس دیار کا ہے

پس غبار بھی اک سلسلہ غبار کا ہے

خلائے جاں کا سفر اور پھر تن تنہا

یہ راستہ بھی بڑے جبر و اختیار کا ہے

تم آ گئے ہو تو مجھ کو ذرا سنبھلنے دو

ابھی تو نشہ سا آنکھوں میں انتظار کا ہے

مقام بے خبری ہے یہاں سے کتنی دور

کہ شہر دل میں بڑا شور شہریار کا ہے

نہیں ہے سہل مری طرز پر غزل کہنا

شعار یہ کسی یکتائے روزگار کا ہے

محمد احمد رمز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Julus-e-tegh-o-alam Jaane Kis Dayar Ka Hai

Mohammad Ahmad Ramz

julus-e-tegh-o-alam jaane kis dayar ka hai
pas-e-ghubar bhi ek silsila ghubar ka hai

KHala-e-jaan ka safar aur phir tan-e-tanha
ye rasta bhi baDe jabr o iKHtiyar ka hai

tum aa gae ho to mujh ko zara sambhalne do
abhi to nashsha sa aankhon mein intizar ka hai

muqam-e-be-KHabari hai yahan se kitni dur
ki shahr-e-dil mein baDa shor shahryar ka hai

nahin hai sahl meri tarz par ghazal kahna
shiar ye kisi yakta-e-rozgar ka hai

(689) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Julus-e-tegh-o-alam Jaane Kis Dayar Ka Hai written by Mohammad Ahmad Ramz at UrduPoint. Julus-e-tegh-o-alam Jaane Kis Dayar Ka Hai is one of the masterpieces written by Mohammad Ahmad Ramz. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Ahmad Ramz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Ahmad Ramz' above.

Julus-e-tegh-o-alam Jaane Kis Dayar Ka Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Julus-e-tegh-o-alam Jaane Kis Dayar Ka Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.