Buz-dili To Wo Kar Nahin Sakta, Urdu Ghazal By Mohammad Ali Sahil

Buz-dili To Wo Kar Nahin Sakta is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Ali Sahil. Buz-dili To Wo Kar Nahin Sakta comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Buz-dili To Wo Kar Nahin Sakta on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بزدلی تو وہ کر نہیں سکتا

محمد علی ساحل

بزدلی تو وہ کر نہیں سکتا

جو ہے سچا وہ ڈر نہیں سکتا

جسم دنیا بھلے ہی دفنا دے

پیار زندہ ہے مر نہیں سکتا

بھوک میں صرف چاہیے روٹی

پیٹ باتوں سے بھر نہیں سکتا

جھوٹ چاہے بلند ہو کتنا

سچ کے آگے ٹھہر نہیں سکتا

آپ دیکھیں تو اس کا حسن بڑھے

آئنہ خود سنور نہیں سکتا

جو بھی ساحل کا ہے تماشائی

پار دریا وہ کر نہیں سکتا

محمد علی ساحل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Buz-dili To Wo Kar Nahin Sakta

Mohammad Ali Sahil

buz-dili to wo kar nahin sakta
jo hai sachcha wo Dar nahin sakta

jism duniya bhale hi dafna de
pyar zinda hai mar nahin sakta

bhuk mein sirf chahiye roTi
peT baaton se bhar nahin sakta

jhuT chahe buland ho kitna
sach ke aage Thahar nahin sakta

aap dekhen to us ka husn baDhe
aaina KHud sanwar nahin sakta

jo bhi sahil ka hai tamashai
par dariya wo kar nahin sakta

(514) ووٹ وصول ہوئے

You can read Buz-dili To Wo Kar Nahin Sakta written by Mohammad Ali Sahil at UrduPoint. Buz-dili To Wo Kar Nahin Sakta is one of the masterpieces written by Mohammad Ali Sahil. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Ali Sahil by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Ali Sahil' above.

Buz-dili To Wo Kar Nahin Sakta is a widely read Urdu Ghazal. If you like Buz-dili To Wo Kar Nahin Sakta, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.