Jatan Karta To Hun Lekin Ye Bimari Nahin Jati, Urdu Ghazal By Mohammad Ali Sahil

Jatan Karta To Hun Lekin Ye Bimari Nahin Jati is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Ali Sahil. Jatan Karta To Hun Lekin Ye Bimari Nahin Jati comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jatan Karta To Hun Lekin Ye Bimari Nahin Jati on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جتن کرتا تو ہوں لیکن یہ بیماری نہیں جاتی

محمد علی ساحل

جتن کرتا تو ہوں لیکن یہ بیماری نہیں جاتی

جو میرے خون میں شامل ہے خود داری نہیں جاتی

یہ اس کا کام ہے فرقہ پرستی چھوڑ دے کیسے

سیاست کچھ بھی کر لے اس کی مکاری نہیں جاتی

وہ بوڑھا شخص اپنی جان تک نیلام کر بیٹھا

مگر افسوس اس کے گھر کی دشواری نہیں جاتی

سلایا ہے فقط پانی پلا کر اس نے بچوں کو

ہیں آنسو خشک لیکن اس کی سسکاری نہیں جاتی

مری غم خوار یہ دنیا نہ ہو تو غم نہیں ساحلؔ

مری فطرت میں شامل ہے یہ غم خواری نہیں جاتی

محمد علی ساحل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jatan Karta To Hun Lekin Ye Bimari Nahin Jati

Mohammad Ali Sahil

jatan karta to hun lekin ye bimari nahin jati
jo mere KHun mein shamil hai KHud-dari nahin jati

ye us ka kaam hai firqa-parasti chhoD de kaise
siyasat kuchh bhi kar le us ki makkari nahin jati

wo buDha shaKHs apni jaan tak nilam kar baiTha
magar afsos us ke ghar ki dushwari nahin jati

sulaya hai faqat pani pila kar us ne bachchon ko
hain aansu KHushk lekin us ki siskari nahin jati

meri gham-KHwar ye duniya na ho to gham nahin 'sahil'
meri fitrat mein shamil hai ye gham-KHwari nahin jati

(700) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jatan Karta To Hun Lekin Ye Bimari Nahin Jati written by Mohammad Ali Sahil at UrduPoint. Jatan Karta To Hun Lekin Ye Bimari Nahin Jati is one of the masterpieces written by Mohammad Ali Sahil. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Ali Sahil by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Ali Sahil' above.

Jatan Karta To Hun Lekin Ye Bimari Nahin Jati is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jatan Karta To Hun Lekin Ye Bimari Nahin Jati, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.