Aur Phir Yun Hoga, Urdu Nazam By Mohammad Alvi

Aur Phir Yun Hoga is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Mohammad Alvi. Aur Phir Yun Hoga comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Aur Phir Yun Hoga on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اور پھر یوں ہوگا

محمد علوی

ہاں یہ آخری صدی ہے

اس کے اختتام پر

یہ زمیں

سورج کی گرفت سے نکل کر

اندھیروں میں ڈوبتی چلی جائے گی

اور کسی تاریک سیارے سے ٹکرا کر

ٹکڑے ٹکڑے ہو جائے گی!

اور پھر یوں ہوگا

زمیں کے اک ٹکڑے پر

اک درخت ہوگا

اور اس کی چھاؤں میں

اک بھائی

اور اک بہن

اک دوسرے سے لپٹ کر

سو رہے ہوں گے

اور شیطان

ان کے تلوے چاٹ رہا ہوگا

اور زمیں کا وہ ٹکڑا

اک نئے سورج کے گرد

چکر کاٹ رہا ہوگا!!

محمد علوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aur Phir Yun Hoga

Mohammad Alvi

han ye aaKHiri sadi hai
is ke iKHtitam par
ye zamin
suraj ki giraft se nikal kar
andheron mein Dubti chali jaegi
aur kisi tarik sayyare se Takra kar
TukDe TukDe ho jaegi!
aur phir yun hoga
zamin ke ek TukDe par
ek daraKHt hoga
aur us ki chhanw mein
ek bhai
aur ek bahan
ek dusre se lipaT kar
so rahe honge
aur shaitan
un ke talwe chaT raha hoga
aur zamin ka wo TukDa
ek nae suraj ke gird
chakkar kaT raha hoga!!

(380) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aur Phir Yun Hoga written by Mohammad Alvi at UrduPoint. Aur Phir Yun Hoga is one of the masterpieces written by Mohammad Alvi. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Alvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Alvi' above.

Aur Phir Yun Hoga is a widely read Urdu Nazam. If you like Aur Phir Yun Hoga, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.