Qabr Mein, Urdu Nazam By Mohammad Alvi

Qabr Mein is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Mohammad Alvi. Qabr Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Qabr Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قبر میں

محمد علوی

میرے جسم پر رینگتی

چونٹیوں کے علاوہ

یہاں کوئی ہے

کوئی بھی تو نہیں ہے

مگر ایک آواز آتی ہے

مجھ سے کوئی پوچھتا ہے

بتا تیرا رب کون ہے

کون ہے؟

کون ہے

اور میں سوچتا ہوں

اگر میرا رب کوئی ہے تو

اسے میرے مرنے کا غم

کیوں نہیں ہے!

محمد علوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qabr Mein

Mohammad Alvi

mere jism par rengti
chunTiyon ke alawa
yahan koi hai
koi bhi to nahin hai
magar ek aawaz aati hai
mujh se koi puchhta hai
bata tera rab kaun hai
kaun hai?
kaun hai
aur main sochta hun
agar mera rab koi hai to
use mere marne ka gham
kyun nahin hai!

(453) ووٹ وصول ہوئے

You can read Qabr Mein written by Mohammad Alvi at UrduPoint. Qabr Mein is one of the masterpieces written by Mohammad Alvi. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Alvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Alvi' above.

Qabr Mein is a widely read Urdu Nazam. If you like Qabr Mein, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.