Kis Kafir-e-be-mehar Se Dil Apna Laga Hai, Urdu Ghazal By Mohammad Amaan Nisar

Kis Kafir-e-be-mehar Se Dil Apna Laga Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Amaan Nisar. Kis Kafir-e-be-mehar Se Dil Apna Laga Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kis Kafir-e-be-mehar Se Dil Apna Laga Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کس کافر بے مہر سے دل اپنا لگا ہے

محمد امان نثار

کس کافر بے مہر سے دل اپنا لگا ہے

جس میں کہ محبت نہ مروت نہ وفا ہے

بے کار کبھو رات کو بھی میں نہیں رہتا

جوں شمع مجھے تا بہ سحر مشق فنا ہے

کیا وضع بیاں کیجئے اس شوخ کی اپنے

لڑنے کو قیامت ہے جھگڑنے کو بلا ہے

کیا قہر ہے ہم دیکھ کے خوش ہوتے ہیں جس کو

سو اس کی یہ صورت ہے کہ صورت سے خفا ہے

جوں جوں نہیں دیکھے ہے نثارؔ اپنے صنم کو

توں توں یہی کہتا ہے خدا جانیے کیا ہے

محمد امان نثار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kis Kafir-e-be-mehar Se Dil Apna Laga Hai

Mohammad Amaan Nisar

kis kafir-e-be-mehar se dil apna laga hai
jis mein ki mohabbat na murawwat na wafa hai

be-kar kabhu raat ko bhi main nahin rahta
jun shama mujhe ta-ba-sahar mashq-e-fana hai

kya waza bayan kijiye us shoKH ki apne
laDne ko qayamat hai jhagaDne ko bala hai

kya qahr hai hum dekh ke KHush hote hain jis ko
so us ki ye surat hai ki surat se KHafa hai

jun jun nahin dekhe hai 'nisar' apne sanam ko
tun tun yahi kahta hai KHuda jaaniye kya hai

(463) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kis Kafir-e-be-mehar Se Dil Apna Laga Hai written by Mohammad Amaan Nisar at UrduPoint. Kis Kafir-e-be-mehar Se Dil Apna Laga Hai is one of the masterpieces written by Mohammad Amaan Nisar. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Amaan Nisar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Amaan Nisar' above.

Kis Kafir-e-be-mehar Se Dil Apna Laga Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kis Kafir-e-be-mehar Se Dil Apna Laga Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.