Kuchh Mujhe Ab Zindagi Apni Nazar Aati Nahin, Urdu Ghazal By Mohammad Amaan Nisar

Kuchh Mujhe Ab Zindagi Apni Nazar Aati Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Amaan Nisar. Kuchh Mujhe Ab Zindagi Apni Nazar Aati Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh Mujhe Ab Zindagi Apni Nazar Aati Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ مجھے اب زندگی اپنی نظر آتی نہیں

محمد امان نثار

کچھ مجھے اب زندگی اپنی نظر آتی نہیں

دوستو مدت ہوئی اس کی خبر آتی نہیں

روبرو ہوتے ہی اس کے عقل ہو جاتی ہے گم

کچھ کا کچھ بکنے لگوں ہوں بات کر آتی نہیں

اس بت گمراہ کو ہر چند سمجھاتا ہوں میں

کیا کروں اس کی طبیعت راہ پر آتی نہیں

دل پھنسا ہے اس کے بس میں دیکھیے کیا ہو نثارؔ

ناگنی جس زلف کے عہدے سے بر آتی نہیں

محمد امان نثار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh Mujhe Ab Zindagi Apni Nazar Aati Nahin

Mohammad Amaan Nisar

kuchh mujhe ab zindagi apni nazar aati nahin
dosto muddat hui us ki KHabar aati nahin

ru-ba-ru hote hi us ke aql ho jati hai gum
kuchh ka kuchh bikne lagun hun baat kar aati nahin

us but-e-gumrah ko har-chand samjhata hun main
kya karun us ki tabiat rah par aati nahin

dil phansa hai us ke bas mein dekhiye kya ho 'nisar'
nagani jis zulf ke ohde se bar aati nahin

(566) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kuchh Mujhe Ab Zindagi Apni Nazar Aati Nahin written by Mohammad Amaan Nisar at UrduPoint. Kuchh Mujhe Ab Zindagi Apni Nazar Aati Nahin is one of the masterpieces written by Mohammad Amaan Nisar. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Amaan Nisar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Amaan Nisar' above.

Kuchh Mujhe Ab Zindagi Apni Nazar Aati Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh Mujhe Ab Zindagi Apni Nazar Aati Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.