Kya Muqaddar Hai Thahre Pani Ka, Urdu Ghazal By Mohammad Haneef Katib

Kya Muqaddar Hai Thahre Pani Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Haneef Katib. Kya Muqaddar Hai Thahre Pani Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kya Muqaddar Hai Thahre Pani Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیا مقدر ہے ٹھہرے پانی کا

محمد حنیف کاتب

کیا مقدر ہے ٹھہرے پانی کا

حکم آتا نہیں روانی کا

ساعت سبز منبع انوار

کوئی عنواں مری کہانی کا

کوئی پتھر اچھال کر دیکھو

شور ہوگا تو ہوگا پانی کا

شور کرتا وجود فانی میں

ایک سناٹا لا مکانی کا

محل تھا ایک دو تھے شہزادے

ایک راجہ کا ایک رانی کا

ساحلوں ساحلوں گزر جائیں

کوئی موسم تو ہو روانی کا

بزم صورت گراں میں چرچا تھا

ایک تصویر رائیگانی کا

نیزہ نیزہ ابھر کے دیکھ لیا

ایک دھوکا تھا کامرانی کا

ساحلوں پر بچا نہیں کچھ بھی

بس نشاں رہ گیا ہے پانی کا

محمد حنیف کاتب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kya Muqaddar Hai Thahre Pani Ka

Mohammad Haneef Katib

kya muqaddar hai Thahre pani ka
hukm aata nahin rawani ka

saat-e-sabz mamba-e-anwar
koi unwan meri kahani ka

koi patthar uchhaal kar dekho
shor hoga to hoga pani ka

shor karta wajud-e-fani mein
ek sannaTa la-makani ka

mahl tha ek do the shahzade
ek raja ka ek rani ka

sahilon sahilon guzar jaen
koi mausam to ho rawani ka

bazm-e-surat-garan mein charcha tha
ek taswir-e-raegani ka

neza neza ubhar ke dekh liya
ek dhoka tha kaamrani ka

sahilon par bacha nahin kuchh bhi
bas nishan rah gaya hai pani ka

(484) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kya Muqaddar Hai Thahre Pani Ka written by Mohammad Haneef Katib at UrduPoint. Kya Muqaddar Hai Thahre Pani Ka is one of the masterpieces written by Mohammad Haneef Katib. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Haneef Katib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Haneef Katib' above.

Kya Muqaddar Hai Thahre Pani Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kya Muqaddar Hai Thahre Pani Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.