Tere Jaane Ka Koi Gham To Nahin, Urdu Ghazal By Mohammad Javed Anwar

Tere Jaane Ka Koi Gham To Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Javed Anwar. Tere Jaane Ka Koi Gham To Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tere Jaane Ka Koi Gham To Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تیرے جانے کا کوئی غم تو نہیں

محمد جاوید انور

تیرے جانے کا کوئی غم تو نہیں

خوبرو اس جہاں میں کم تو نہیں

اک ترے واسطے سبھی چھوڑیں

اور ہوگا وہ کوئی ہم تو نہیں

اور مل جائیں گے یہ جام و سبو

جام تیرا بھی جام جم تو نہیں

جو مباحث میں قول فیصل ہو

تیری باتوں میں ایسا دم تو نہیں

کچھ تو ہوگا ملال کھونے کا

دیکھ تیری بھی آنکھ نم تو نہیں

محمد جاوید انور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tere Jaane Ka Koi Gham To Nahin

Mohammad Javed Anwar

tere jaane ka koi gham to nahin
KHub-ru is jahan mein kam to nahin

ek tere waste sabhi chhoDen
aur hoga wo koi hum to nahin

aur mil jaenge ye jam-o-subu
jam tera bhi jam-e-jam to nahin

jo mabahis mein qaul-e-faisal ho
teri baaton mein aisa dam to nahin

kuchh to hoga malal khone ka
dekh teri bhi aankh nam to nahin

(550) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tere Jaane Ka Koi Gham To Nahin written by Mohammad Javed Anwar at UrduPoint. Tere Jaane Ka Koi Gham To Nahin is one of the masterpieces written by Mohammad Javed Anwar. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Javed Anwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Javed Anwar' above.

Tere Jaane Ka Koi Gham To Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tere Jaane Ka Koi Gham To Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.