Gham Bhi Tanha Hai Aur KHushi Tanha, Urdu Ghazal By Mohammad Rafi

Gham Bhi Tanha Hai Aur KHushi Tanha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Rafi. Gham Bhi Tanha Hai Aur KHushi Tanha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gham Bhi Tanha Hai Aur KHushi Tanha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غم بھی تنہا ہے اور خوشی تنہا

محمد رفیع

غم بھی تنہا ہے اور خوشی تنہا

اس قدر کیوں ہے زندگی تنہا

اس کے چہرے پہ خوف سا کیوں ہے

جا رہا ہے جو آدمی تنہا

ہم اسے غم کا راز سمجھا دیں

کاش مل جائے وہ کبھی تنہا

جستجو غم کے تپتے صحرا میں

جانے کیا سوچ کر ہنسی تنہا

چاند کو لے اڑے گھنے بادل

تھک گئی شب کھڑی کھڑی تنہا

کس قدر اجنبی لگی ہے رفیعؔ

زندگی جب کہیں ملی تنہا

محمد رفیع

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gham Bhi Tanha Hai Aur KHushi Tanha

Mohammad Rafi

gham bhi tanha hai aur KHushi tanha
is qadar kyon hai zindagi tanha

us ke chehre pe KHauf sa kyon hai
ja raha hai jo aadmi tanha

hum use gham ka raaz samjha den
kash mil jae wo kabhi tanha

justuju gham ke tapte sahra mein
jaane kya soch kar hansi tanha

chand ko le uDe ghane baadal
thak gai shab khaDi khaDi tanha

kis qadar ajnabi lagi hai 'rafia'
zindagi jab kahin mili tanha

(379) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gham Bhi Tanha Hai Aur KHushi Tanha written by Mohammad Rafi at UrduPoint. Gham Bhi Tanha Hai Aur KHushi Tanha is one of the masterpieces written by Mohammad Rafi. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Rafi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Rafi' above.

Gham Bhi Tanha Hai Aur KHushi Tanha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gham Bhi Tanha Hai Aur KHushi Tanha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.