Phir Dhyan Mein Biti Hui Yaadon Ka Safar Hai, Urdu Ghazal By Mohammad Salim

Phir Dhyan Mein Biti Hui Yaadon Ka Safar Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Salim. Phir Dhyan Mein Biti Hui Yaadon Ka Safar Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Phir Dhyan Mein Biti Hui Yaadon Ka Safar Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھر دھیان میں بیتی ہوئی یادوں کا سفر ہے

محمد سالم

پھر دھیان میں بیتی ہوئی یادوں کا سفر ہے

پھر کوچۂ جاناں کی طرف دل کا گزر ہے

گو قحط ہے سایوں کا یہاں دھوپ کے بن میں

خوابوں کی گھنی چھاؤں بھی آنکھوں میں مگر ہے

روٹھا ہوا ہے موسم اخلاص جہاں بھی

چاہت کا وہیں پیڑ بھی بے برگ و ثمر ہے

ہر گام پہ کیوں خوف نہ ہو تیرہ سفر میں

محروم اجالوں سے دلوں کا بھی نگر ہے

کیا ہوگی تر و تازہ کوئی شاخ تمنا

شاداب ابھی تک وہی اک غم کا شجر ہے

محمد سالم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phir Dhyan Mein Biti Hui Yaadon Ka Safar Hai

Mohammad Salim

phir dhyan mein biti hui yaadon ka safar hai
phir kucha-e-jaanan ki taraf dil ka guzar hai

go qaht hai sayon ka yahan dhup ke ban mein
KHwabon ki ghani chhanw bhi aankhon mein magar hai

ruTha hua hai mausam-e-iKHlas jahan bhi
chahat ka wahin peD bhi be-barg-o-samar hai

har gam pe kyon KHauf na ho tera safar mein
mahrum ujalon se dilon ka bhi nagar hai

kya hogi tar-o-taza koi shaKH-e-tamanna
shadab abhi tak wahi ek gham ka shajar hai

(558) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Phir Dhyan Mein Biti Hui Yaadon Ka Safar Hai written by Mohammad Salim at UrduPoint. Phir Dhyan Mein Biti Hui Yaadon Ka Safar Hai is one of the masterpieces written by Mohammad Salim. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Salim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Salim' above.

Phir Dhyan Mein Biti Hui Yaadon Ka Safar Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phir Dhyan Mein Biti Hui Yaadon Ka Safar Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.