Maut Hamare Taaqub Mein Hai, Urdu Nazam By Mohammad Salim

Maut Hamare Taaqub Mein Hai is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Mohammad Salim. Maut Hamare Taaqub Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Maut Hamare Taaqub Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

موت ہمارے تعاقب میں ہے

محمد سالم

اک دن جب ہم

دم توڑیں گے

تو تابوت میں

ساتھ ہمارے کیا جائے گا

کاش کبھی یہ سوچا ہوتا

رنگ و بو کی

دنیا میں کیا

زندہ رہے گا

کوئی ہمیشہ

دل کی نگری میں ہم اتریں

اور ذرا یہ سوچیں بھائی

اپنے اندر

ایماں کی دولت

رکھ کر بھی

کتنے مفلس ہیں ہم

آگے کی مشکل گھاٹی کو

پھر کیسے ہم پار کریں گے

آگے کی منزل کے لیے بھی

رخت سفر کچھ باندھیں جلدی

وقت بہت ہی کم ہے بھائی

پیچھے مڑ کر یہ تو دیکھیں

موت ہمارے تعاقب میں ہے

محمد سالم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Maut Hamare Taaqub Mein Hai

Mohammad Salim

ek din jab hum
dam toDenge
to tabut mein
sath hamare kya jaega
kash kabhi ye socha hota
rang-o-bu ki
duniya mein kya
zinda rahega
koi hamesha
dil ki nagri mein hum utren
aur zara ye sochen bhai
apne andar
iman ki daulat
rakh kar bhi
kitne muflis hain hum
aage ki mushkil ghaTi ko
phir kaise hum par karenge
aage ki manzil ke liye bhi
raKHt-e-safar kuchh bandhen jaldi
waqt bahut hi kam hai bhai
pichhe muD kar ye to dekhen
maut hamare taaqub mein hai

(430) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Maut Hamare Taaqub Mein Hai written by Mohammad Salim at UrduPoint. Maut Hamare Taaqub Mein Hai is one of the masterpieces written by Mohammad Salim. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Salim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Salim' above.

Maut Hamare Taaqub Mein Hai is a widely read Urdu Nazam. If you like Maut Hamare Taaqub Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.