Un Ke Dar Ko Dawa Samajhte The, Urdu Ghazal By Mohsin Shaafi

Un Ke Dar Ko Dawa Samajhte The is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohsin Shaafi. Un Ke Dar Ko Dawa Samajhte The comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Un Ke Dar Ko Dawa Samajhte The on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ان کے در کو دوا سمجھتے تھے

محسن شافی

ان کے در کو دوا سمجھتے تھے

یعنی دار الشفا سمجھتے تھے

کیوں نہ آتا عذاب بستی پر

لوگ خود کو خدا سمجھتے تھے

وہ بھی اپنی قبیل کا نکلا

ہم جسے پارسا سمجھتے تھے

ہم پہنتے تھے جوتے ابا کے

اور خود کو بڑا سمجھتے تھے

وہ نظر کا فریب تھا شافیؔ

ہم جسے قافلہ سمجھتے تھے

محسن شافی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Un Ke Dar Ko Dawa Samajhte The

Mohsin Shaafi

un ke dar ko dawa samajhte the
yani darushshifa samajhte the

kyun na aata azab basti par
log KHud ko KHuda samajhte the

wo bhi apni qabil ka nikla
hum jise parsa samajhte the

hum pahante the jute abba ke
aur KHud ko baDa samajhte the

wo nazar ka fareb tha 'shafi'
hum jise qafila samajhte the

(537) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Un Ke Dar Ko Dawa Samajhte The written by Mohsin Shaafi at UrduPoint. Un Ke Dar Ko Dawa Samajhte The is one of the masterpieces written by Mohsin Shaafi. You can also find the complete poetry collection of Mohsin Shaafi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohsin Shaafi' above.

Un Ke Dar Ko Dawa Samajhte The is a widely read Urdu Ghazal. If you like Un Ke Dar Ko Dawa Samajhte The, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.