Bas Ek Nazar Mein Dil-o-jaan Figar Karta Hai, Urdu Ghazal By Moin Shadab

Bas Ek Nazar Mein Dil-o-jaan Figar Karta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Moin Shadab. Bas Ek Nazar Mein Dil-o-jaan Figar Karta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bas Ek Nazar Mein Dil-o-jaan Figar Karta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بس اک نظر میں دل و جاں فگار کرتا ہے

معین شاداب

بس اک نظر میں دل و جاں فگار کرتا ہے

وہ شخص کتنے سلیقے سے وار کرتا ہے

تمہاری چال سے تو مات کھا گیا وہ بھی

وہی جو اڑتے پرندے شکار کرتا ہے

یہ مرحلہ بھی کسی امتحاں سے کم تو نہیں

وہ شخص مجھ پہ بہت اعتبار کرتا ہے

یہ کس کا حسن مہکتا ہے میرے شعروں میں

یہ کون ہے جو انہیں خوش گوار کرتا ہے

تمہارے غم کو میں دل سے لگا کے رکھتا ہوں

یہی تو ہے جو مجھے با وقار کرتا ہے

معین شاداب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bas Ek Nazar Mein Dil-o-jaan Figar Karta Hai

Moin Shadab

bas ek nazar mein dil-o-jaan figar karta hai
wo shaKHs kitne saliqe se war karta hai

tumhaari chaal se to mat kha gaya wo bhi
wahi jo uDte parinde shikar karta hai

ye marhala bhi kisi imtihan se kam to nahin
wo shaKHs mujh pe bahut e'tibar karta hai

ye kis ka husn mahakta hai mere sheron mein
ye kaun hai jo inhen KHush-gawar karta hai

tumhaare gham ko mein dil se laga ke rakhta hun
yahi to hai jo mujhe ba-waqar karta hai

(745) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bas Ek Nazar Mein Dil-o-jaan Figar Karta Hai written by Moin Shadab at UrduPoint. Bas Ek Nazar Mein Dil-o-jaan Figar Karta Hai is one of the masterpieces written by Moin Shadab. You can also find the complete poetry collection of Moin Shadab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Moin Shadab' above.

Bas Ek Nazar Mein Dil-o-jaan Figar Karta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bas Ek Nazar Mein Dil-o-jaan Figar Karta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.