Begana-e-wafa Tera Shewa Hi Aur Hai, Urdu Ghazal By Mubarak Azimabadi

Begana-e-wafa Tera Shewa Hi Aur Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mubarak Azimabadi. Begana-e-wafa Tera Shewa Hi Aur Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Begana-e-wafa Tera Shewa Hi Aur Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بیگانۂ وفا ترا شیوہ ہی اور ہے

مبارک عظیم آبادی

بیگانۂ وفا ترا شیوہ ہی اور ہے

اہل وفا کا طور طریقہ ہی اور ہے

دیر و حرم کی راہ میں رکھتے نہیں قدم

ہم رہروان شوق کا رستہ ہی اور ہے

دل بے وفا کے ہاتھ نہ بیچے گا باوفا

تم سے نہیں بنے گا یہ سودا ہی اور ہے

اللہ دل نہ تم کو تڑپتا ہوا دکھائے

دیکھا نہ جائے گا یہ تماشا ہی اور ہے

جلوہ فروش آپ ہیں میں دل فروش ہوں

ایسوں سے کیا بنے گا یہ سودا ہی اور ہے

ٹکڑے ہیں دل جگر کے مبارکؔ کہ شعر ہیں

غزلوں کا آپ کی تو سفینہ ہی اور ہے

مبارک عظیم آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Begana-e-wafa Tera Shewa Hi Aur Hai

Mubarak Azimabadi

begana-e-wafa tera shewa hi aur hai
ahl-e-wafa ka taur-tariqa hi aur hai

dair o haram ki rah mein rakhte nahin qadam
hum rah-rawan-e-shauq ka rasta hi aur hai

dil bewafa ke hath na bechega ba-wafa
tum se nahin banega ye sauda hi aur hai

allah dil na tum ko taDapta hua dikhae
dekha na jaega ye tamasha hi aur hai

jalwa-farosh aap hain main dil-farosh hun
aison se kya banega ye sauda hi aur hai

TukDe hain dil jigar ke 'mubarak' ki sher hain
ghazlon ka aap ki to safina hi aur hai

(461) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Begana-e-wafa Tera Shewa Hi Aur Hai written by Mubarak Azimabadi at UrduPoint. Begana-e-wafa Tera Shewa Hi Aur Hai is one of the masterpieces written by Mubarak Azimabadi. You can also find the complete poetry collection of Mubarak Azimabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mubarak Azimabadi' above.

Begana-e-wafa Tera Shewa Hi Aur Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Begana-e-wafa Tera Shewa Hi Aur Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.