Iztirab-e-KHak-e-amjad Mein Kahin Rahta Hai Wo, Urdu Ghazal By Muhammad Ajmal Niazi

Iztirab-e-KHak-e-amjad Mein Kahin Rahta Hai Wo is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muhammad Ajmal Niazi. Iztirab-e-KHak-e-amjad Mein Kahin Rahta Hai Wo comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Iztirab-e-KHak-e-amjad Mein Kahin Rahta Hai Wo on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اضطراب خاک امجد میں کہیں رہتا ہے وہ

محمد اجمل نیازی

اضطراب خاک امجد میں کہیں رہتا ہے وہ

کائنات روح احمد میں کہیں رہتا ہے وہ

دائرہ در دائرہ صدیاں بلاتی ہیں اسے

سچی آوازوں کے گنبد میں کہیں رہتا ہے وہ

ڈھونڈنے نکلے ہیں جس کو علم کے صحرا میں ہم

درد و غم کی راہ ابجد میں کہیں رہتا ہے وہ

یاد آتا ہے مصیبت میں دعاؤں کی طرح

شہر کے ویران معبد میں کہیں رہتا ہے وہ

منتظر ہے ذرے ذرے کی نگاہوں میں لہو

سرخ رو ہونے کی سرحد میں کہیں رہتا ہے وہ

منکشف ہوتی ہوئی حیرت میں اس کو دیکھیے

اک نگاہ خواب کی زد میں کہیں رہتا ہے وہ

اک ارادے کی طرح اجملؔ دلوں کے درمیاں

ارض جاں کی آخری حد میں کہیں رہتا ہے وہ

محمد اجمل نیازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Iztirab-e-KHak-e-amjad Mein Kahin Rahta Hai Wo

Muhammad Ajmal Niazi

iztirab-e-KHak-e-amjad mein kahin rahta hai wo
kaenat-e-ruh-e-ahmad mein kahin rahta hai wo

daera-dar-daera sadiyan bulati hain use
sachchi aawazon ke gumbad mein kahin rahta hai wo

DhunDne nikle hain jis ko ilm ke sahra mein hum
dard-o-gham ki rah-e-abjad mein kahin rahta hai wo

yaad aata hai musibat main duaon ki tarah
shahr ke viran mabad mein kahin rahta hai wo

muntazir hai zarre zarre ki nigahon mein lahu
surKH-ru hone ki sarhad mein kahin rahta hai wo

munkashif hoti hui hairat mein us ko dekhiye
ek nigah-e-KHwab ki zad mein kahin rahta hai wo

ek irade ki tarah 'ajmal' dilon ke darmiyan
arz-e-jaan ki aaKHiri had mein kahin rahta hai wo

(525) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Iztirab-e-KHak-e-amjad Mein Kahin Rahta Hai Wo written by Muhammad Ajmal Niazi at UrduPoint. Iztirab-e-KHak-e-amjad Mein Kahin Rahta Hai Wo is one of the masterpieces written by Muhammad Ajmal Niazi. You can also find the complete poetry collection of Muhammad Ajmal Niazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muhammad Ajmal Niazi' above.

Iztirab-e-KHak-e-amjad Mein Kahin Rahta Hai Wo is a widely read Urdu Ghazal. If you like Iztirab-e-KHak-e-amjad Mein Kahin Rahta Hai Wo, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.