Judai Ke Alam Sahna Mujhe Achchha Nahin Lagta, Urdu Ghazal By Muhammad Naeem Javed Naeem

Judai Ke Alam Sahna Mujhe Achchha Nahin Lagta is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muhammad Naeem Javed Naeem. Judai Ke Alam Sahna Mujhe Achchha Nahin Lagta comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Judai Ke Alam Sahna Mujhe Achchha Nahin Lagta on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جدائی کے الم سہنا مجھے اچھا نہیں لگتا

محمد نعیم جاوید نعیم

جدائی کے الم سہنا مجھے اچھا نہیں لگتا

کسی کو الوداع کہنا مجھے اچھا نہیں لگتا

محبت کے مراحل ہوں یا میدان عداوت ہو

کبھی جذبات میں بہنا مجھے اچھا نہیں لگتا

وہ اتنا خوب صورت ہے کہ اس کے جسم پر سج کر

کوئی زیور کوئی گہنا مجھے اچھا نہیں لگتا

سنو منظور ہیں اب تو مجھے نا حق سزائیں بھی

سدا ملزم بنے رہنا مجھے اچھا نہیں لگتا

رفاقت کے معانی جس نے سمجھائے مجھے برسوں

اب اس کو بے وفا کہنا مجھے اچھا نہیں لگتا

مرا تو سلسلہ ہے خرقہ پوشوں کے قبیلے سے

مجھے مت خلعتیں پہنا مجھے اچھا نہیں لگتا

کناروں کی الگ ہی بات ہوتی ہے نعیمؔ اپنی

جزیروں پر سدا رہنا مجھے اچھا نہیں لگتا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Judai Ke Alam Sahna Mujhe Achchha Nahin Lagta

Muhammad Naeem Javed Naeem

judai ke alam sahna mujhe achchha nahin lagta
kisi ko alwidaa kahna mujhe achchha nahin lagta

mohabbat ke marahil hon ya maidan-e-adawat ho
kabhi jazbaat mein bahna mujhe achchha nahin lagta

wo itna KHubsurat hai ki us ke jism par saj kar
koi zewar koi gahna mujhe achchha nahin lagta

suno manzur hain ab to mujhe na-haq sazaen bhi
sada mulzim bane rahna mujhe achchha nahin lagta

rifaqat ke maani jis ne samjhae mujhe barson
ab us ko bewafa kahna mujhe achchha nahin lagta

mera to silsila hai KHirqa-poshon ke qabile se
mujhe mat KHilaten pahna mujhe achchha nahin lagta

kinaron ki alag hi baat hoti hai 'naim' apni
jaziron par sada rahna mujhe achchha nahin lagta

(624) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Judai Ke Alam Sahna Mujhe Achchha Nahin Lagta written by Muhammad Naeem Javed Naeem at UrduPoint. Judai Ke Alam Sahna Mujhe Achchha Nahin Lagta is one of the masterpieces written by Muhammad Naeem Javed Naeem. You can also find the complete poetry collection of Muhammad Naeem Javed Naeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muhammad Naeem Javed Naeem' above.

Judai Ke Alam Sahna Mujhe Achchha Nahin Lagta is a widely read Urdu Ghazal. If you like Judai Ke Alam Sahna Mujhe Achchha Nahin Lagta, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.