Mere Bachche Mujhe Meri Baqa Ke Istiare Hain, Urdu Ghazal By Muhammad Naeem Javed Naeem

Mere Bachche Mujhe Meri Baqa Ke Istiare Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muhammad Naeem Javed Naeem. Mere Bachche Mujhe Meri Baqa Ke Istiare Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Bachche Mujhe Meri Baqa Ke Istiare Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مرے بچے مجھے میری بقا کے استعارے ہیں

محمد نعیم جاوید نعیم

مرے بچے مجھے میری بقا کے استعارے ہیں

یہ میری زندگی کے چاند سورج اور تارے ہیں

یہ ہم نے کب کہا ہے تم ہمارے ہی ہمارے ہو

یقیناً یہ کہا ہے ہم تمہارے ہی تمہارے ہیں

عجب اک سلسلہ ہے آگ پانی کا مرے اندر

مری آنکھیں کہ دریا ہیں مری سانسیں شرارے ہیں

کہا تو ہے خوشی تیری تو غم سارے محبت کے

ہمارے ہیں ہمارے ہیں ہمارے ہیں ہمارے ہیں

ہمارے پاس وہ اجڑا ہوا ہر بار ہی آیا

لب و رخسار و عارض بارہا اس کے سنوارے ہیں

ہے قیمت ان دنوں جوبن پہ پندار مراسم کی

سو گروی رکھ کے جسم و جاں کو یہ قرضے اتارے ہیں

نعیمؔ اس کو مبارک باد اس کی جیت پر دل سے

اسے یہ کیا پتا ہے کس طرح ہم اس سے ہارے ہیں

محمد نعیم جاوید نعیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Bachche Mujhe Meri Baqa Ke Istiare Hain

Muhammad Naeem Javed Naeem

mere bachche mujhe meri baqa ke istiare hain
ye meri zindagi ke chand suraj aur tare hain

ye hum ne kab kaha hai tum hamare hi hamare ho
yaqinan ye kaha hai hum tumhaare hi tumhaare hain

ajab ek silsila hai aag pani ka mere andar
meri aankhen ki dariya hain meri sansen sharare hain

kaha to hai KHushi teri to gham sare mohabbat ke
hamare hain hamare hain hamare hain hamare hain

hamare pas wo ujDa hua har bar hi aaya
lab-o-ruKHsar-o-ariz barha us ke sanware hain

hai qimat in dinon joban pe pindar-e-marasim ki
so girwi rakh ke jism-o-jaan ko ye qarze utare hain

'naim' us ko mubarakbaad us ki jit par dil se
use ye kya pata hai kis tarah hum us se haare hain

(507) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Bachche Mujhe Meri Baqa Ke Istiare Hain written by Muhammad Naeem Javed Naeem at UrduPoint. Mere Bachche Mujhe Meri Baqa Ke Istiare Hain is one of the masterpieces written by Muhammad Naeem Javed Naeem. You can also find the complete poetry collection of Muhammad Naeem Javed Naeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muhammad Naeem Javed Naeem' above.

Mere Bachche Mujhe Meri Baqa Ke Istiare Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Bachche Mujhe Meri Baqa Ke Istiare Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.