BeTa Biswin Sadi Ka, Urdu Nazam By Mukhtasar Azmi

BeTa Biswin Sadi Ka is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Mukhtasar Azmi. BeTa Biswin Sadi Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read BeTa Biswin Sadi Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بیٹا بیسویں صدی کا

مختصر اعظمی

بیٹے کو پہلے کہتے تھے آنکھوں کا نور ہے

لیکن یہ اب ہماری نظر کا قصور ہے

کچھ دل سے احترام نہیں والدین کا

بیزار اپنے دین سے مذہب سے دور ہے

کالج تو درکنار جو ہیں دینی مدرسے

آداب مغربی کا یہاں بھی ظہور ہے

کچھ مقصد حیات نہ خوف خدا اسے

جنت کی آرزو ہے نہ مشتاق حور ہے

بی اے میں پڑھ رہا ہے یہ نالج کا حال ہے

نقشے میں لکھنؤ کو کہے کانپور ہے

بیٹے میں چاہے لاکھ خرابی ہو مختصرؔ

شادی کے وقت باعث انکم ضرور ہے

مختصر اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

BeTa Biswin Sadi Ka

Mukhtasar Azmi

beTe ko pahle kahte the aankhon ka nur hai
lekin ye ab hamari nazar ka qusur hai

kuchh dil se ehtiram nahin waldain ka
bezar apne din se mazhab se dur hai

collage to darkinar jo hain dini madrase
aadab-e-maghribi ka yahan bhi zuhur hai

kuchh maqsad-e-hayat na KHauf-e-KHuda use
jannat ki aarzu hai na mushtaq-e-hur hai

b-a mein paDh raha hai ye knowledge ka haal hai
naqshe mein lucknow ko kahe kanpur hai

beTe mein chahe lakh KHarabi ho 'muKHtasar'
shadi ke waqt bais-e-income zarur hai

(498) ووٹ وصول ہوئے

You can read BeTa Biswin Sadi Ka written by Mukhtasar Azmi at UrduPoint. BeTa Biswin Sadi Ka is one of the masterpieces written by Mukhtasar Azmi. You can also find the complete poetry collection of Mukhtasar Azmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mukhtasar Azmi' above.

BeTa Biswin Sadi Ka is a widely read Urdu Nazam. If you like BeTa Biswin Sadi Ka, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.