Hilal-e-mah-e-ramzan Dekh Kar, Urdu Nazam By Mukhtasar Azmi

Hilal-e-mah-e-ramzan Dekh Kar is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Mukhtasar Azmi. Hilal-e-mah-e-ramzan Dekh Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Hilal-e-mah-e-ramzan Dekh Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہلال ماہ رمضان دیکھ کر

مختصر اعظمی

ماہ رحمت کی خبر کس کے لئے لایا ہے تو

کون تیرا منتظر تھا کس لئے آیا ہے تو

دیکھنے ہوں گے یہ دن تو نے کبھی سوچا نہ تھا

دیکھ وہ منظر جو اس سے پیشتر دیکھا نہ تھا

اب کسی کو آتش دوزخ کا کوئی ڈر نہیں

بارش رحمت میں بھی دامن کسی کا تر نہیں

جب خدا کا ڈر نہیں تو فکر عقبیٰ کیوں رہے

فارغ البالی میں کوئی بھوکا پیاسا کیوں رہے

دیکھ لے اس دور میں ہیں ایسے روزے دار بھی

کھاتے ہیں ہوٹل میں دن بھر کرتے ہیں افطار بھی

مختصر اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hilal-e-mah-e-ramzan Dekh Kar

Mukhtasar Azmi

mah-e-rahmat ki KHabar kis ke liye laya hai tu
kaun tera muntazir tha kis liye aaya hai tu

dekhne honge ye din tu ne kabhi socha na tha
dekh wo manzar jo is se peshtar dekha na tha

ab kisi ko aatish-e-dozaKH ka koi Dar nahin
barish-e-rahmat mein bhi daman kisi ka tar nahin

jab KHuda ka Dar nahin to fikr-e-uqba kyun rahe
farigh-ul-baali mein koi bhuka pyasa kyun rahe

dekh le is daur mein hain aise roze-dar bhi
khate hain hotel mein din bhar karte hain iftar bhi

(590) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hilal-e-mah-e-ramzan Dekh Kar written by Mukhtasar Azmi at UrduPoint. Hilal-e-mah-e-ramzan Dekh Kar is one of the masterpieces written by Mukhtasar Azmi. You can also find the complete poetry collection of Mukhtasar Azmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mukhtasar Azmi' above.

Hilal-e-mah-e-ramzan Dekh Kar is a widely read Urdu Nazam. If you like Hilal-e-mah-e-ramzan Dekh Kar, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.