Phul Jab Koi Bikharta Hai To Hans Dete Hain, Urdu Ghazal By Mumtaz Mirza

Phul Jab Koi Bikharta Hai To Hans Dete Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mumtaz Mirza. Phul Jab Koi Bikharta Hai To Hans Dete Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Phul Jab Koi Bikharta Hai To Hans Dete Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھول جب کوئی بکھرتا ہے تو ہنس دیتے ہیں

ممتاز میرزا

پھول جب کوئی بکھرتا ہے تو ہنس دیتے ہیں

درد جب حد سے گزرتا ہے تو ہنس دیتے ہیں

پردۂ ذہن پہ ماضی کے جھروکوں سے کبھی

ایک چہرہ سا ابھرتا ہے تو ہنس دیتے ہیں

صبح تک جلنا پگھلنا ہے ہماری قسمت

رنگ شب یوں جو نکھرتا ہے تو ہنس دیتے ہیں

آگہی بھولنے دیتی نہیں ہستی کا مآل

ٹوٹ کے خواب بکھرتا ہے تو ہنس دیتے ہیں

زندگی جہد مسلسل ہے ہراساں کیوں ہو

ولولہ جب کوئی مرتا ہے تو ہنس دیتے ہیں

ممتاز میرزا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phul Jab Koi Bikharta Hai To Hans Dete Hain

Mumtaz Mirza

phul jab koi bikharta hai to hans dete hain
dard jab had se guzarta hai to hans dete hain

parda-e-zehn pe mazi ke jharokon se kabhi
ek chehra sa ubharta hai to hans dete hain

subh tak jalna pighalna hai hamari qismat
rang-e-shab yun jo nikharta hai to hans dete hain

aagahi bhulne deti nahin hasti ka maal
TuT ke KHwab bikharta hai to hans dete hain

zindagi johd-e-musalsal hai hirasan kyun ho
walwala jab koi marta hai to hans dete hain

(587) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Phul Jab Koi Bikharta Hai To Hans Dete Hain written by Mumtaz Mirza at UrduPoint. Phul Jab Koi Bikharta Hai To Hans Dete Hain is one of the masterpieces written by Mumtaz Mirza. You can also find the complete poetry collection of Mumtaz Mirza by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mumtaz Mirza' above.

Phul Jab Koi Bikharta Hai To Hans Dete Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phul Jab Koi Bikharta Hai To Hans Dete Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.