Zara Sa Rang Hi Bhar Do Mere Dil Ke Fasane Mein, Urdu Ghazal By Munawwar Jahan Munawwar

Zara Sa Rang Hi Bhar Do Mere Dil Ke Fasane Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munawwar Jahan Munawwar. Zara Sa Rang Hi Bhar Do Mere Dil Ke Fasane Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zara Sa Rang Hi Bhar Do Mere Dil Ke Fasane Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ذرا سا رنگ ہی بھر دو مرے دل کے فسانے میں

منور جہاں منور

ذرا سا رنگ ہی بھر دو مرے دل کے فسانے میں

بھلا کیا دیر ہوگی تم کو میرے پاس آنے میں

گھٹن کے بعد جب دل کو ذرا آرام ملتا ہے

مزہ آتا ہے کتنا گنگنانے مسکرانے میں

مجھے معلوم ہے ہرجائی دھوکے باز ہے کتنا

کہ ایسے لوگ بھی ہوتے ہی ہیں آخر زمانے میں

چھپا لوں راز دل کتنا ہی اک دن کھل کے رہتا ہے

تو پھر بیکار ہے دنیا سے چھپنے اور چھپانے میں

منورؔ کو سمجھ نہ پائے کیوں جانے جہاں والے

ملے گا کب کوئی مجھ جیسا سادہ دل زمانے میں

منور جہاں منور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zara Sa Rang Hi Bhar Do Mere Dil Ke Fasane Mein

Munawwar Jahan Munawwar

zara sa rang hi bhar do mere dil ke fasane mein
bhala kya der hogi tum ko mere pas aane mein

ghuTan ke baad jab dil ko zara aaram milta hai
maza aata hai kitna gungunane muskurane mein

mujhe malum hai harjai dhoke-baz hai kitna
ki aise log bhi hote hi hain aaKHir zamane mein

chhupa lun raaz-e-dil kitna hi ek din khul ke rahta hai
to phir be-kar hai duniya se chhupne aur chhupane mein

'munawar' ko samajh na pae kyon jaane jahan wale
milega kab koi mujh jaisa sada-dil zamane mein

(597) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zara Sa Rang Hi Bhar Do Mere Dil Ke Fasane Mein written by Munawwar Jahan Munawwar at UrduPoint. Zara Sa Rang Hi Bhar Do Mere Dil Ke Fasane Mein is one of the masterpieces written by Munawwar Jahan Munawwar. You can also find the complete poetry collection of Munawwar Jahan Munawwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munawwar Jahan Munawwar' above.

Zara Sa Rang Hi Bhar Do Mere Dil Ke Fasane Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zara Sa Rang Hi Bhar Do Mere Dil Ke Fasane Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.