Wo BichhaD Kar Bhi Kahan Mujhse Juda Hota Hai, Urdu Ghazal By Munawwar Rana

Wo BichhaD Kar Bhi Kahan Mujhse Juda Hota Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munawwar Rana. Wo BichhaD Kar Bhi Kahan Mujhse Juda Hota Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo BichhaD Kar Bhi Kahan Mujhse Juda Hota Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ بچھڑ کر بھی کہاں مجھ سے جدا ہوتا ہے

منور رانا

وہ بچھڑ کر بھی کہاں مجھ سے جدا ہوتا ہے

ریت پر اوس سے اک نام لکھا ہوتا ہے

خاک آنکھوں سے لگائی تو یہ احساس ہوا

اپنی مٹی سے ہر اک شخص جڑا ہوتا ہے

ساری دنیا کا سفر خواب میں کر ڈالا ہے

کوئی منظر ہو مرا دیکھا ہوا ہوتا ہے

میں بھلانا بھی نہیں چاہتا اس کو لیکن

مستقل زخم کا رہنا بھی برا ہوتا ہے

خوف میں ڈوبے ہوئے شہر کی قسمت ہے یہی

منتظر رہتا ہے ہر شخص کہ کیا ہوتا ہے

منور رانا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo BichhaD Kar Bhi Kahan Mujhse Juda Hota Hai

Munawwar Rana

wo bichhaD kar bhi kahan mujh se juda hota hai
ret par os se ek nam likha hota hai

KHak aankhon se lagai to ye ehsas hua
apni miTTi se har ek shaKHs juDa hota hai

sari duniya ka safar KHwab mein kar Dala hai
koi manzar ho mera dekha hua hota hai

main bhulana bhi nahin chahta is ko lekin
mustaqil zaKHm ka rahna bhi bura hota hai

KHauf mein Dube hue shahr ki qismat hai yahi
muntazir rahta hai har shaKHs ki kya hota hai

(636) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo BichhaD Kar Bhi Kahan Mujhse Juda Hota Hai written by Munawwar Rana at UrduPoint. Wo BichhaD Kar Bhi Kahan Mujhse Juda Hota Hai is one of the masterpieces written by Munawwar Rana. You can also find the complete poetry collection of Munawwar Rana by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munawwar Rana' above.

Wo BichhaD Kar Bhi Kahan Mujhse Juda Hota Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo BichhaD Kar Bhi Kahan Mujhse Juda Hota Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.